Eid al-Adha Sms


Phoolon ki tarah haste raho
Bhanwaron ki tarah gungunao
Allah ka ho naam labon par
Jamkar ye Eid manao!
Eid Mubarak!

Aaj se Amiri Garibi k fasle na rahen,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sub kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.

Suraj ne bheji hai roshani kirnon me
Phoolon ne bheji hai mahak hawaon me
Aap Eid ke chaand se jagmagaate rahen
De asar itna khuda hamaari duaaon me
EID MUBARAK

Eid ke khoobsurat chaand ka ho yahi paigaam
Mulk me ho ekta aur bhaichaare ki ho ajaan
Sajde hon qubool mohabbat ke, bhoolen hum bair
Gujhiyon aur siwaiyon se saje meethi muskaan
Eid Mubarak

Mere mulk ki kuchh aisi hawa ho
Behti har taraf sirf mohabbat ho
Mandir- masjid ke jhagde na ubharen
Qubool kare Khuda sabke sajde!
Eid Mubarak

Door hain ya paas hain
Meri duaayen sadaa aapke saath hain!
Allah ka haath sadaa aapke sar par rahe!
Eid ki Mubarakbaad!

Allah Hu Akbar, Allah Hu Akbar, Allah Hu Akbar…
Is your recipe your prayers on Eid Ul Adha,
May Allah bless you all and your wishes come true…
Eid Ul Adha Mubarak

कभी न मिल सके, ईद में नज़रें ही मिला लो…
हाथ मिलाने से क्या होगा, सीधे गले ही लगा लो!

कुछ मसर्रत मजीद हो जाए
इस बहाने से ईद हो जाए
ईद मिलने आप जो आए
मेरी भी ईद, ईद हो जाए!

साल में एक बार आती है ईद,
खुशियां हजार लाती है ईद
मोमिन के लिए तोहफा है ईद,
बच्चों के लिए ईदी है ईद!

अल्लाह की रहमत छाई है
खुशियां कितनी लाई है
कयामत ने बात दोहराई है
देखो फिर से ईद है!

ईद का दिन है गले आज तो मिल ले ज़ालिम
रस्में दुनिया भी है, मौका भी है, दस्तूर भी है…

Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milka kare yahi wada,
Khuda ka hi raho mai hum chalange sada.
Sare Musalman ko BAKRA EID MUBARAK

Hazrat Ali Razzi Allah Taala Anha Se Ek Yahodi ne sawal kia
Wo konse 4 jandar hen jo bagher Maa k peda hoe.
Or dunia me sans bhe le rahe hen
Ali Razzi Allah Taala Anha ne Jawab dia :
1)Hazrat Adam Alaihi Islam
2)Hazrat saleh Alaihi Islam ki oontni
3)Hazrat moosa Alaihi Islam Ka Assa
4) Hazrat Ismail Alaihi Islam ki jagah qurbani k liye ane wala dumba

May Allah’s rahmat shine on us and help us discover newer opportunities for growth and success.
Wishing you a blessed Eid-ul-Adha

Wishing you the brightest Eid so far… May Allah Tallah keeps showering his blessings over you and family…
Eid Mubarak

Eid is the best time to forgive and forget all the past misdeeds and concentrate on a better and happier future. May allah bless all of us with wisdom and unconditional love.

Warm wishes of Eid-ul-fitr are just being sent your way decorated with lots of sweet and sour memories to make it complete. Ameen!! Eid Mubarak

On Eid-ul-Adha, wishing that your sacrifices are appreciated and your prayers are answered by the almighty. Have a blessed Eid-ul-Adha

Category: Eid SMS

Leave a comment

Word Verification * Time limit is exhausted. Please reload CAPTCHA.