Shayari On Zarurat - Hindi Shayari

Kai Rishtoon Ko Jab Parkha

Kai rishtoon ko Jab parkha, nateeja Ek hi nikla,
Zarurat hi sabhi kuch hai, mohabbat kuch nahi hoti.

kai-rishtoon-ko-jab-parkha

Aaj Har Ek Pal Khoobsurat Hai

Aaj Har Ek Pal Khoobsurat Hai,
Dil Me Mere Sirf Teri Surat Hai,
Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Gham Nahi,
Duniya Se Jyada Mujhe Teri Zarurat Hai.

aaj-har-ek-pal-khoobsurat-hai

Gair Ko Dard Batane Ki Zaroorat Kya Hai

Gair Ko Dard Batane Ki Zaroorat Kya Hai,
Apne Jagre Mein Zamane Ki Zaroorat Kya Hai,
Zindagi Vaise Hi Bahut Kam Hai Mohabbat Ke Liye,
Roothkar Waqt Gawane Ki Zaroorat Kya.

gair-ko-dard-batane-ki-zaroorat-kya-hai

Pehle Se O Khaloos Wo Ulfat

Pehle Se O Khaloos Wo Ulfat Nahi Rahi,
Ab Dosto Mein Rasm-E-Mohabbat Nai Rahi,
Ek Mudat Sey Meri Yaad Se Ghafil Hai Mera Dost,
Shayed Ab Usko Meri Zaroorat Nahi Rahi.

pehle-se-o-khaloos-wo-ulfat

Mohabbat Se Mukar Jana

Mohabbat Se Mukar Jana Zaruri Ho Gya Tha,
Palat Ker Apnay-Gher Jana Zaruri Hogya Tha,
Nazar Andaaz Karnay Ki Saza Deni Thi Tujh Ko,
Teray Dil Meen Uttar Jana Zaruri Ho Gya Tha.

mohabbat-se-mukar-jana

Woh Iss Andaz Ki Mujhe Se

Woh Iss ANDAZ Ki Mujhse MOHABBAT Chahta Hai,
Mere Her KHUWAB Per Apni HOKUMAT Chahta Hai,
Mere Her LAFZ Mein Jo MUJ Se Barh Ker Bolta Hai,
Mere Her LAFZ Ki Muj Se WAZAHAT Chahta Hai,
Wo KEHTA Hai Ke Mein Us Ki ZARORAT Ban Chuki Hoon,
To Gaya Wo Mujh Hasb-e-Zaroorat Chahta Hai.

woh-iss-andaz-ki-mujhe-se

Shikvay Bhi Hazaron Hain

Shikvay Bhi Hazaron Hain Shikayat Bhi Bohat Hai,
Is Dil Ko Magar Os Say Mohabbat Bhi Bohat Hai,

Aa Jata Hai Milne Woh Tasawer Mein Sar-e-Sham,
Ik Shaks Ki Itni Si Enayat Bhi Bohot Hai,

Ye Bhi Hai Tammanna K Osay Dil Se Bhola Dein,
Is Dil Ko Magar Us Ki Zarorat Bhi Bohat Hai.

shikvay-bhi-hazaron-hain

Hasrat Hai Sirf Tumhe Paane Ki

Hasrat Hai Sirf Tumhe Paane Ki,
Aur Koi Khwaahish Nahi Is Deewane Ki,
Shikwa Mujhe Unse Nahi Khuda Se Hai,
Kya Zarurat Thi Unhe Itna Kareeb Lane Ki.

hasrat-hai-sirf-tumhe-paane-ki

Dosti Shayad Zindagi Hoti Hai

Dosti Shayad Zindagi Hoti Hai,
Jo Har Dil Mein Basi Hoti Hai,
Waise To Jee Lete Hain Sabhi Akele Magar,
Phir Bhi Zaroorat Inn Ki Har Kisi Ko Hoti Hai.

dosti-shayad-zindagi-hoti-hai

Meri Chahatein Tumse Alag

Meri Chahatein Tumse Alag Kab Hain,
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab Hain,
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga,
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai.

meri-chahatein-tumse-alag

Dosti Insan Ki Zaroorat Hai

Dosti Insan Ki Zaroorat Hai,
Dilon Pe Dosti Ki Huqumat Hai,
Aap Ke Dosti Ki Wajah Se Zinda Hain,
Warna Kitno Ko Hamari Zaroorat Hai.

dosti-insan-ki-zaroorat-hai

Mujhe Guman Hai K Chaha Hai

Mujhe Guman Hai K Chaha Hai Bohut Zamanay Ne,
Mujhe Main Azeez To Sab Ko Hon Magar Zaroraton Ki Tarah.

mujhe-guman-hai-k-chaha-hai

Mujhe Jisi Ki Zarurat Nahi

Mujhe kisi ki zarurat nahi Siway tere,
Mere nazar ko talash jis ki barson se,
Kisi ke paas wo surat nahi Siway tere,
Jo mere dil or meri zindagi se khel sake,
Kisi ko itni ijaazat nahi Siway tere..!!

mujhe-jisi-ki-zarurat-nahi

Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge

Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge,
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge,
Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana,
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge.

wada-karte-hain-dosti-nibhayenge

Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein

Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein Hoti Hai,
Pyar Ki Zaroorat Dil Mein Hoti Hai,
Bin Dosti Ke Adhuri Hai Yeh Zindagi,
Kyunki Dost Ki Zaroorat Har Pal Mehsus Hoti Hai.

geet-ki-zaroorat-mehfil-mein