Yaad Shayari - Hindi Shayari

Shaam Hote Hi Yeh Dil Udas Hota Hain

Shaam hote hi yeh dil udas hota hain,
Sapno ke siva kuchh na pass hota hai,
Aap ko bahut yaad karte hain hum,
Yado ka har lmha mere liye khas hota hai.

shaam-hote-hi-yeh-dil

Khata Ho Gayi Ho To Saza Suna Do

Khata ho gayi ho to saza suna do,
Dil me itna dard kyun h wajah bata do,
Der ho gayi yaad karne me zarur,
Lakin tum ko bhula denge ye khayal dil se mita do.

khata-ho-gyi-ho-to

Din Gujar Jata Hai Apko Soch Soch Kar

Din gujar jata hai apko soch soch kar,
Aati hai sham din gujar jaane ke baad,
Kat ti nahin sham ki tanhaiyaan,
Jaati nahi teri yaad tere jaane ke baad.

din-guzar-jata-hai

Kuch Yaade Dil Ko Tarpati Hai

Kuch yaade dil ko tarpati hai,
Kuch yaade hamesa dil meh rah jati hai,
Zindagi meh koi apna nahi hota,
Sirf yaade hai jo insan ko hasati aur rulati hai.

kuch-yaade-dil-ka-tarpati-hai

Mujhe Na Jeene Ki Khushi Hain Ab

Mujhe na jeene ki khushi hain ab,
Or na hi marne ka hain gam,
Unse milne ki dua bhi nahi karte hum,
Kyuki ab har sham hai unki yaado ke sang.

mujhe-na-jeene-ki-khushi-hain-ab

Chahat Hai Maut Ki Jo Paas Aati Nhi

Chahat Hai MAUT Ki Jo Paas Aati Nhi,
Tamanna Hai Jis Khushi Ki Woh Raas Aati Nhi.
Udaas Ho Gayi Zindagi Rote-Rote,
USKI Yaade Hain Jo TADPAANE Se Baaz Aati Nhi.

chhhat-meri-maut-ki-jo-pass-aati-nahi

Yaadon Ke Bhnwar Mein Ek Pal

Yaadon Ke Bhanwar Mein Ek Pal Humara Ho,
Khilte Chaman Mein Ek Gul Humara Ho,
Aur Jab Yaad Kare Aap Apno Ko To Uss,
Yaad Mein Ek Naam Hamara Ho.

yaadon-ke-bhanwar-mein-ek-pal-humara-ho

Mohabbat Ka Teri Ek Yahi

Mohabbat “ka teri ek yahi to sila” hai,
Tujhe “yaad karke mera dil hi jala” hai,
Yaadon “ko teri bhala kaise bhula” dun?
Sab “kuch lutakar ek yahi to mila” hai.

mohbbat-ka-teri-ek-yahi-to-sila-hai

Ek Mitha Sa Ehsas Hua Abhi Abhi

1 mitha sa ehsas hua abhi-2,
Esha laga apne yaad kiya abhi-2,
Etna to yakin h dil ko her waqt na sahi,
Per hum yaad to aate honge apko kabhi-2.

1-mita-sa-ehsaas-hua-abhi

Dono Aankhon Mein Ashq

Dono Aankhon Mein Ashq Diya Karte Hai,
Hum Aapni Neende Tere Naam Kiya Karte Hai,
Jab Bhi Palak Jhapke Tumhari Samajh Lena,
Hum Tumhe Yaad Kiya Karte Hai.

dono-aankhon-mein-ashq-diya-karte-hai

Dil Jo Toot Gaya To Sawaal

Dil jo toot gaya to sawaal karogi tum,
Hum na rahe to bahut yaad karogi tum,
Aaj to kehti ho waqt nahi,
Par ek din mere liye waqt se fareyaad karogi tum.

dil-jo-toot-gaya-to-sawaal-karogi-tum

Apni Aankho Ke Sabhi Ashq

Apni aankho ke sabhi ashq baha kar sona,
Tum meri yaad ka har deep bujha kar sona,
Dar lagta hai neend hi kahe cheen na le,
Tera her roz mera khwabo me aa ker sona.

apni-aankho-ke-sabhi-ashq-baha-kar-sona

Dil Ka Rishta Hai Hamara

Dil Ka Rishta Hai Hamara,
Dil Ke Kone Mein Naam Hai Tumhara,
Har Yaad Mein Hai Chehra Tumhara,
Hum Sath Nahi To Kya Hua,
Zindagi Bhar Pyar Nibhane Ka Wada Hai Hamara.

dil-ka-ristha-har-hamara

Yaad Wo Aate Hai Jo Apne Hote Hai

YAAD Wo Aate Hai Jo ApNe Hote Hai,
YAAD Nhi Rhte Jo SAPNE Hote Hai,
APNE Or SAPNE Me 1 FARQ Hai,
SAPNE Saath Hote Hai Jb Dur APNE Hote Hai.!

yaad-wo-aate-hai-jo-apne-hote-hai

Barish Ka Ye Mausam Kuch

Barish Ka Ye Mausam Kuch Yaad Dilata Hai,
Kisi Ke Saath Hone Ka Ehsaas Dilata Hai,
Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai,
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil Me Jagata Hai.

barish-ka-ye-mausam-kuch-yaad-dilata-hai

Ghar Ki Dahleej Par Meri

Ghar Ki Dahleej Par Meri,
Jab Kadam Woh Rakhenge,
Har Baat Ko Kahne Se Pahle,
Woh Hamein Yaad Jarur Karenge.

ghar-ki-dahleej-par-meri

Dur Rehte Hai Magar Dil Se

Dur rehte hai magar dil se dua karte hai hum,
Pyar ka farz ghar baithe ada karte hai hum,
Aapki yad sath rakhte hai hum,
Khusi ho ya gum apko miss karte hum.

dur-rehte-hai-magar-dil-se-due-karte-hai-hum

Zindagi Mein Kabhi To Humein

Zindagi mein kabhi to Humein yaad karoge,
Mehfil mein nahi Tanhai mein fariyaad karoge,
Humsa na mila na Milega koi,
Kabhi to apni qismat par Naaz karoge.

zindagi-mein-kabhi-to-humein-yad-karoge

Jab Jab Phool Khilte Rahenge

Jab Jab Phool Khilte Rahenge,
Tab Tak Baharein Aati Rahengi,
Jab Tak Hum Zinda Rahenge,
Tab Tak Tum Yaad Aaoge.

jab-jab-phool-khilte-rehenge

Koi Lamha Wapis Is Kadar Aata Hai

Koi lamha wapis is kadar aata hai,
Bita huaa kal saamne nazar aata hai.
Yaadein bach jati hai,
Yaad karne ke liye,
Jab ki waqt sab kuch lekar guzar jata hai.

koi-lamha-wapis-is-kadar-aate-hai