Shayari On Mulakat - Page 2 - Hindi Shayari

Milne Ko Dil Gaya Tha So Lota Na

Milne Ko Dil Gaya Tha So Lota Na,
Aaj Tak Yaaron Ne Kitni Door Basai Hain Bastiyan.

milne-ko-dil-gaya-tha-so-lota-na

Aaj To Mil Ke Bhi Na Mile

Aaj To Mil Ke Bhi Na Mile Hon Tujh Se,
Chaunk Uthte The Kabhi Teri Mulaaqaat Se Ham.

aaj-to-mil-ke-bhi-na-mile

Lamhe Ye Suhane Saath Ho Na Ho

Lamhe Ye Suhane Saath Ho Na Ho,
Kal Mein Aaj Jaisi Koi Baat Ho Na Ho,
Yadoon Ke Haseen Lamhe Dil Mein Rahenge,
Chahe Sari Umar Hamari Mulaqat Ho Na Ho.

lamhe-ye-suhane-saath-ho-na-ho

Ab Kaun Baat Rah Gayi

Ab Kaun Baat Rah Gayi Ye Baat Bhi Gai,
Yaani Kabhi Kabhi Ki Mulaaqaat Bhi Gai.

ab-kaun-baat-rah-gayi

Chaand Nikla Tha Magar Raat Na Thi

Chaand Nikla Tha Magar Raat Na Thi Pehli Si,
Yeh Mulaqaat, Mulaqaat Na Thi Pehli Si,
Rang Kuch Kaam Tu Howa Aj Tere Milne Se,
Yeh Alag Baat Keh Woh Baat Naa Thi Pehli Si.

chaand-nikla-tha-magar-raat-na-thi