Shayari On Manzil - Hindi Shayari

Ek Na Ek Din To Hassil Kar

Ek na Ek Din To Hassil Kar hi Lunga MANZIL
THOKRAIEN zehar to nahi jo kaha k mar jaoga..

ek-na-ek-din-to-hassil-kar

Abhi To Baaz Ki Asali Udaan Baaki Hai

Abhi to baaz ki asali udaan baaki hai,
Abhi to aapka imtihan baaki hai,
Abhi tak to aapne zamin dekhi hai,
Abhi to pura aasmaan baaki hai.

abhi-to-baaz-ki-asali-udaan-baaki-hai

Agar Manzil Pana Hai To Hausala Sath Rakhna

Agar manzil pana hai to HAUSALA sath rakhna,
Agar pyar pana hai to AITBAR sath rakhna,
Aur agar chaho hamesha muskurana,
To sab bhoolkar bas HAMEIN yaad rakhana.

agar-manzil-pana-hai-to-hausala-sath-rakhna

Manzil Unhi Ko Milti Hai

Manzil unhi ko milti hai,
Jinke sapno mein jaan hoti hai,
Pankh se kuchh nahi hota,
Hauslon se udan hoti hai.

manzil-unhi-ko-milti-hai

Khwahish Aisi Karo Ki Aasman Tak Ja sako

Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain,
Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.

khwahish-aisi-karo-ki-aasman-tak-ja-sako

Meri Manzil, Meri Hadd Bas Tum Se

मेरी मंज़िल, मेरी हद बस तुम से, तुम तक,
फख्र यह के तुम मेरी हो , फिकर यह के कब तक.

Manzil Toh Hasil Kar Hi Lenge

मंजिलें तो हासिल कर ही लेगे,
कभी किसी रोज,
ठोकरें कोई जहर तो नहीं ,
जो खाकर मर जायेगें.

Mai Akela Hi Chla Tha

मैं अकेला ही चला था जानिबे-मंजिल,
मगर लोग साथ आते गए और कारवां बनता गया!

Jis Din Se Chla Hoon

जिस दिन से चला हूँ मेरी मंज़िल पे नज़र है,
आँखों ने अभी मील का पत्थर नहीं देखा!

Nahi Nigah Mein Manzil Toh

नहीं निगाह मे मंज़िल तो जुस्तजू ही सही
नहीं विसाल मयस्सर तो आरज़ू ही सही |

Hoon Chal Raha Uss Raah Par

हूँ चल रहा उस राह पर जिसकी कोई मंज़िल नहीं,
है जुस्तजू उस शख़्स की जो कभी हासिल नहीं!

Rafta Rafta Meri Janib

रफ़्ता-रफ़्ता मेरी जानिब, मंज़िल बढ़ती आती है,
चुपके-चुपके मेरे हक़ में, कौन दुआएं करता है।

Pahunche Jis Waqt Manzil Pe

पहुँचे जिस वक़्त मंज़िल पे तब ये जाना,
ज़िन्दगी रास्तों में बसर हो गई!

Manzile Sab Ka Muqadar Ho

मंजिलें सब का मुकद्दर हों, यह ज़रूरी तो नहीं,
खो भी जाते हैं, नयी राहों पर चलने वाले!

Hum Khud Tarashte Hai

हम खुद तराशते हैं मंजिल के संग ए मील,
हम वो नहीं हैं जिन को ज़माना बना गया!