Aaya hai aaj ka din ye mubarak,
Sazi hai raunaqon ki mehfil har taraf,
Eid hai us Khuda ka nayaab tohfa,
Aap sabko hamaari taraf se Eid Mubarak!
Oh Chaand Unhe Mera Peghaam Kehna,
Khushi Bhara Din, Hansi Ki Sham Kehna,
Uthe Jab Unki Nazar Tumhari Taraf,
Eid Mubaarak Meri Jaan Kehna.
Deep Jalte Jagmagate Rahe,
Hum Aapko Aap Humein Yaad Ate Rahe,
Jub Tk Zindgi Hy Yeh Dua Hai Humari,
Aap Eid Ke Chand Ki Tarah Jagmagate Rahe.
Subah jab bhi nikhar dekhna,
Shaam jab bhi bahar dekhna,
Raat ko tanhai mein,
Tare jab bhi har baar dekhna,
Pyar ko sada abaad rakhna,
Pyar ko Eid ke lamhon me yaad rakhna.
Mile tujhe na dukh zindagi main,
pholon ki tarah mehke khuda kare,
zinda rahe naam abad tak tera,
Eid ki khusion tujha mubarak khuda kare.
Saal Mein Ek Baar Aati Hai Eid,
Khushiyan Hazar Lati Hai Eid,
Momin Ke Liye Tohfa Hai Eid,
Bachchoo Ke Liye Eidi Hai Eid,
Allah Ki Ata Or Inam Hai Eid,
Hr Aik Ko Mubrk Ho Ye Pyari Si Eid.
Saal me ek baar aati hai EID,
Khusiyaan Hajar lati h EID,
Momino ke liye Tohfa h ye EID,
Bachchoo ke liye EIDI hai ye EID,
ALLAH ki ata or Inaam h ye EID,
Har ek ko Mubarak hoPyari si EID.
Kitni eid hai guzar gayi tum bin,
Ab khuda ke liye na tarpaana,
Dekho phir eid aane wali hai,
Eid ke sath tum bhi aa jana.
Aj Ke Din Kiya Ghata Chayi Hai,
Charon Aur Khusiyon Ki Fija Chayi Hai,
Keh Raha Hay Hr Koi Yeh Baat,
Ho Khusiyon Bhara Yeh Tera Din Raat.
Naa Dekhne ki Ummeed hogi,
Naa Milne ki Baat Hogi,
Ab Tafseel se baat Jis se bhi hogi,
Eid ke namaj ke baad Hogi.
Eid Mubarak ho aapko.
Kehne Ko Tumhe Eid Mubbarak Me Aya Hu,
Dekh Ke Tuje Khus Ankhiyo Ko Khusi Ke Aansu Se Bharne Me Aya Hu,
Aaj Ke Din Jo Manaoge Khusiya Tum,
Wo Rahe Sada Teri Zindagi Me Ye Dua Karenge Hum.
Kurbani Karna Eid Manana
Khub Khushi Ke Nagme Gana
Jo Gham Ke Mare Hay Bechare
Unko Lekin Bhul Na Jana.
Mujhe Eid Pe Eidi Chahiye
Aur Eidi Mein Tum…!!!
Zindagi ka har pal Khusiyon se kam na ho,
Aap ka har din eid ke din se kam na ho,
Aaisa EID ka din aapko hamesa naseeb ho,
Ye meri dua h hamesa aapke liye.
Eid ka din hai, har tarf hai gehma gehmi,
Aana chahoon jo tere pass to aaon kaise,
Meri har saans amanat hai teri yaadon ki,
Toot ke is se zeyada tujhe chahoon kaise.
Deepak Mein Agar Noor Na Hota,
Tanhaa dill Yun Majbor naa hotaa,
Mein Aap ko “EID MUBARAK” kehnee zaroor ata,
Agr Aap ka ghar itna door naa hotaa.
“EID MUBARAK”
Aaj se Amiri Gharibi ka fasla na rahe,
Har Insaan ek Duje ko apna bhai kahe,
Aaj sab kuch bhul ke aao gale lag jaye ham,
Mubarak ho tujhe ye Eid -ul- Fitar.
Suhani dhoop barsat k baad,
Thori si hasi her baat k baad,
Usi tarah ho mubarak aap ko,
Yeh EID Ramadan k baad.
Lo Eid Ka Chand Aaya,
Dher Sari Khushiyaan Lya,
Hr Taraf Hain Runkon Ke Mele,
Hr Chehra Bhi Hay Muskurya.
Sada Hanste raho jaise hanste hain phool,
Duniya ki sari gham tumhe jayenge bhul,
Charo taraf failao khusiyon ki geet,
Isi ummid ka sath yaar tumhe,
Eid Mubarak ho Special is baar tumhe.