Shayari On Bhool - Hindi Shayari

Ruthna Mat Hume Manana Nahi Aata

Ruthna Mat Hume Manana Nahi Aata,
Diye Mat Jalana Bujhana Nahi Aata,
Tum Bhul Jao, To Tumhari Marzi,
Hamein To Yoon Bhulana Bhi Nahi Aata.

ruthna-mat-hume-manana-nahi-aata

Kitabon Main Rakh K Sula Gaya Humko

Kitabon Main Rakh K Sula Gaya Humko,
Aankh Band Ki Or Bhula Gaya Humko,
Koi Ajeeb Mussawar Tha Jo Baarishon K Mausam Mein,
Kachi Deewaron Pe Bana Gaya Humko.

kitabon-main-rakh-k-sula-gaya-humko

Ham Ne Kab Unse Mulaqat

Ham Ne Kab Unse Mulaqat Ka Waada Chaha,
Door Reh Kar To Unhe Aur Bhi Ziyada Chaha,
Yaad Aaye Hamen Aur Bhi Shidat Say Who,
Bhool Jane Ka Unhe Jab Bhi Iraada Chaha.

ham-ne-kab-unse-mulaqat

Hum Doston Ko Bhulate Nahi Hain

Hum Doston Ko Bhulate Nahi Hain,
Magar Yai Bat Jattate Nahi Hain,
Doston Ki Hamesha Rekhtay Hain Yaad,
Hum Bhulnay K Liye Dost Banaty Nahi Hain.

hum-doston-ko-bhulate-nahi-hain

Peete Hain Sharab Hum Jinhe

Peete Hain Sharab Hum Jinhe Bhulane Ke Liye,
Wo Hi Aa Jaate Hain Yaad Hamen Rulane Ke Liye.

peete-hain-sharab-hum-jinhe

Ghamo Main Hum Hasana Bhool Gaye

Ghamo Main Hum Hasana Bhool Gaye,
Khushi Ka Tarana Bhool Gaye,
Teri Yaad Main Aansu Bahate Bahate,
Hum Ek Pal Bhi Muskurana Bhool Gaye.

ghamo-main-hum-hasana-bhool-gaye

Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar

Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar Jana Bhool Gaya,
Jane Wala Jaldi Main Mil Kar Jana Bhool Gaya,
Mur Mur Kar Dekha Tha Us Ne Jate Raste Mein,
Jaise Us Ne Kehna Tha Kuch Jo Wo Kehna Bhool Gaya,
Waqt-E-Ruhsat Meri Aankhein Ponch Raha Tha Aanchal Se,
Us Ko Ghum Tha Itna Zyada Khud Wo Rona Bhool Gaya.

apni-yaadain-apni-baatain-le-kar

Tujhe Bhoolkar Bhi Na

Tujhe Bhoolkar Bhi Na Bhool Payenge Hum,
Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum,
Mita Denge Khud Ko Bhi Jahan Se Lekin,
Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum.

tujhe-bhoolkar-bhi-na

Aye Dost Teri Dosti To Dil Ka

Aye Dost Teri Dosti To Dil Ka Suroor Hai,
Hum Tujh Ko Bhul Jaye Yeh Teri Bhul Hai.

aye-dost-teri-dosti-to-dil-ka

Pal Bhar Mai Jo Toot Jaye

Pal Bhar Mai Jo Toot Jaye Wo Qasam Nahi,
Aap Ko Bhool Jaye Wo Hum Nahi,
Aap Hamein Bhool Jaye Is Baat Main Dam Nahi,
Kyon Ke Aap Hamein Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi.

pal-bhar-mai-jo-toot-jaye

Sabhi Naghme Saz Me Gaya Nahi Jate

Sabhi Naghme Saz Me Gaye Nahi Jate,
Sabhi Log Mehfil Me Bulaye Nehi Jate,
Kuch Pas Reh Kar Bhi Yaad Nahi Aate,
Kuch Dur Rehkar Bhi Bhulaye Nahi Jate.

sabhi-naghme-saz-me-gaya-nahi-jate

Tu Naam Ka Darya Hai

Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta,
Badal Hai Wo Bay Faiz Ke Pani Nahi Rakhta,
Yeh Akhri Khat Akhri Taswee Be Le Ja,
Main Bholne Walon Ki Nishani Nahi Rakhta.

tu-naam-ka-darya-hai

Kaise Kehde Ki Unse Milne

Kaise Kehde Ki Unse Milne Ki Chahat Nahi,
Bekarar Dil Ko Ab Bhi Rahat Nahi,
Bhula Dete Unhe Bhi Magar Kya Kare Dost,
Kisi Ko Bhulane Ki Is Dil Ko Aadat Nahi.

kaise-kehde-ki-unse-milne

Tujhe Bhul Jaon Ye Koshish

Tujhe Bhul Jaon Ye Koshish Kr K Dekhunga,
Waise Daryaon Ka Ulta Behna Mumkin Nai.

tujhe-bhul-jaon-ye-koshish

Beete Pal Wapas La Nahi Sakte

Beete Pal Wapas La Nahi Sakte,
Sukhe Phool Wapas Khila Nahi Sakte,
Kabhi Kabhi Lagta Hai Aap Hamein Bhul Gaye,
Par Dil Kehta Hai K Aap Hamein Bhula Nai Sakte.

beete-pal-wapas-la-nahi-sakte

Bun K Ajnabi Mille The Zindagi

Bun K Ajnabi Mille The Zindagi K Safr Mein Kahin,
In Yadon K Lamhon Ko Kabhi Bhoolaingay Nahin,
Agar Yaad Rakhna Fitrat Hai Aapki,
Bhool Jane Ki Adat Hamain Bhi Nahin.

bun-k-ajnabi-mille-the-zindagi

Tere Bina Hum Jeena

Tere Bina Hum Jeena Bhool Jaate Hain,
Zakhmon Ko Seena Bhool Jate Hain,
Tu Zindagi Main Sabse Azeez Hai Hamain,
Tujhse Har Bar Yeh Kehna Bhool Jaate Hain.

tere-bina-hum-jeena-bhool-jate-hain

Na Illm Tha Mohabbat Kya Cheez Hai

Na Illm Tha Mohabbat Kya Cheez Hai,
Na Bekarari Na Rusvayi Ka Pata Tha,
Tum Kya Aaye Mere Zindagi Mein,
Hum Apna Naam Tak Bhool Chuke.

na-illm-tha-mohabbat-kya-cheez-hai

Jane Kis Baat Ki Mujhko Saja Deta Hai

Jane Kis Baat Ki Mujhko Saja Deta Hai,
Meri Hasti Hui Ankhon Ko Rula Deta Hai,
Ek Muddat Se Khabar Bhi Nahi Teri,
Koi Is Tarah Bhi Kya Apne Pyar Ko Bhula Deta Hai.

jane-kis-baat-ki-mujhko-saja-deta-hai

Apne Dil Ki Sun Afwahon

Apne Dil Ki Sun Afwahon Se Kaam Na Le,
Mujhe Yad Rakh Beshak Naam Na Le,
Tera Veham Hai K Hum Bhool Gaye Tujhe,
Meri Koi Aisi Saans Nai Jo Tera Naam Na Le.

apne-dil-ki-sun-afwahon