ये इश्क़ भी बड़ी ना मुराद चीज़ है.,
उसी से होता है जो किसी और का होता ह
बरबाद कर देती है मोहब्बत हर मोहब्बत करने वाले को
क्युकिइश्क हार नहीं मानता और दिल बात नहीं मानता! !!!
सुकून ऐ दिल के लिए कभी हाल तो पूँछ ही लिया करो,
मालूम तो हमें भी है कि हम आपके कुछ नहीं लगते…!
Hansne pe bhi aa jaate hain besaakhta aansoo,
kuchh log mujhe aisi dua de ke gaye hain …!
Likh sab lete hai aye dost lekin jazbaat bahut kam hi la paate he….
Tera bhi raha hoga koi kabhi ,tabhi aap kuch likh pate hai…
Tujhe bhul ke bhi na bhul payenge hum,
Bas yahi ek vada nibhayenge hum,
mita denge khud ko jaha se lekin,
tera naam dil se na mita payenge hum…
Aksar puchhte hai log kiske liye likhte ho ye Shayari,
Aksar kaheta hai mera ye masum dil, kash koi hota……
Aaram se kat rahi thi to achhe thi ye zindagi,
tu bhi kaha in aankhon ki baaton me aa gaya…
Samjah jate the ham unke dil ke har baat ko,
aur wo hame har bar dhokha dete the,
lekin ham bhi majbur the is dil ke haathon,
jo har bar unko mauka dete the…..
Aye dosto kuchh ruthe hue lamhe kuchh tute hue riste,
har kadam par kaanch ban kar zakhm dete hain…
Wo apna kaam nikalte hai kuchh is hunar se,
ki aap dhokha kha kar bhi unse mila karte hain…
Ye ungli aaj bhi is soch me gum hai,
usne kaise naye hath ko thama hoga ……
Hamare dushman ki hamare saamne sar uthane ki himmat nahi aur,
wo pagli dil se khel kar chali gayi…
Meri Chaahatein Tumse Alag Kab Hain ,
Dil Ki Baaten Tumse Chhupi Kab Hain..
Tum Saath Raho Dil Mein Dhadkan Ki Jagah ,
Phir Zindagi Ko Saanson Ki Zaroorat Kab Hai …!
Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.
Ye duniya wale bhi bade ajeeb hain,
Kabhi hamse door to kabhi kareeb hain,
Dard na bataye to hume kayar kehte hain,
Aur dard bata de to shayar kehte hain…
Teri adaon ka kayal ho gaya hun,
din ho raat sirf tujhe hi socha karta hun,
dua karta hun hamesa main apne khuda se,
mila de mujhe tujh se sirf ek baar,
uske baad chahe tu jaan bhi mange to main taiyar hun…