Tamna Jab Kisi Ki Nakam Hoti He
Zindagi Us ki Ek Udas Sham Hoti He
Dil Ke Sath Doulat Na Ho Jiske Paas
Mohabbat Us Garib Ki Nilam Hoti He.
Na chhedo mere dil ke taar ko maine bhut se gum chupaye hue hain,
Na jane apni aakhon mein kitne ansu chupaye hue hain,
Jo tuta mere sabr ka bandh to kayamat ajayegi,
Maine apne andar bhut se tufan chupaye hue hain..
Jiske liye Moti hai hamare ek-ek aasu,
badnaseebi meri wahe rulate hai hume sabse jada.
Jisko chaha tha zindagi ki tarah,
Chal diye wo ek ajnabi ki tarah,
Neend aati hai Na maut aati hai,
Dono naraz hain shayad unhi ki tarah..
Intezaar kar raha hai koi,
Dard se guzar raha hai koi,
Tum se door rehkar bahut,
Khud se bhikhar raha hai koi.
Hasaane ke baad rulati hai duniya,
Dard dene ke bàad namak lagati hai duniya
Jeete ji bhi dusmani puri nahi hoti logon ki,
Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya.
Paas aake sabhi dur chale jaate hain,
Hum akele the akele hi reh jaate hain,
Dil ka dard kis se dekhiye,
Marham lagaane wale hi zakham de jaate hain!
Kitna Dur Nikal Gye Rishte Nibhate Nibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate..
Dil ka dard palkon ke kinare mein kaid hai,
Ehsaas unka hawa ke isharon mein kaid hai,
Unhe bhulaye bhi to kaise,
Jinhe pane ki arzoo tute taron mein kaid hai..
Wo Muskura Rahe Hai Hume Tanha Chod Kar,
Kiye Huye Saare Waado Ko Tod Kar,
Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi,
Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Kar.
Log mohabbat ko khuda ka naam dete hain,
Koi karta hai to ilzam dete hai,
Kehte hai patthar dil roya nahi karte,
To batao pahadon se jharne kyun gira karte hai..
Paas aakar sabhi door chale jate hain,
Akele the hum, Akele hi reh jate hai,
Hum apne Dil ka dard kise dikhaye,
Marhum lagane wale hi zakhm de jate hai..
Woh kareeb hi nahi aaye to izhar kya karte,
Khud bane nishana to shikar kya karte,
Mar gaye par khuli rahi aankhein,
Is se zyada kisi ka intezar kya karte..
Gum Hi Gum Hain Meri Zindagi Me.
Pyaar Mere Paas Nahi.
DiL Bhi Usko Diya
Jiske MiLne Ki Aas Nahi
Jala di hai aag mere seene me
ab buzane se kya fayda
Mar gaye hum tere pyar me
ab kabar ke paas rone se kya fayda
Meri Mohabbat pe AITBAR to KIYA hota ae JAAN
kisi AUR ke HONE se pehle MERA intezar to kiya hota
Kitab-E-Ishq Padh Rhe The.
Mera B Nam Usme Juda Mila.
Maine apne Nam Ka Panna Khola.
Kismat Dekho Wahi Panna FATA Hua mila
Badi Udas Hai Zindgi Tere Bin
Nahi H Kuch Mere Paas Tere Bin
Andhera Ho Ya Ho Ujala..
Aata Nahi Kuch B Raas Tere Bin..
Har zakhm kisi thokar ki meharbani hai…
meri jindgi bus ak kahani hai…
mita dete sanam k dard ko sine se…
par ye dard hi uski akhri nishani hai.