Dekho koi waada na karo bhool jaoge,
Meri yaad zyada na karo bhool jaoge,
Main aaun to kar lena gile shikwe saare,
Abhi se irada na karo bhool jaoge.
दोस्ती का शुक्रिया कुछ इस तरह अदा करू,
आप भूल भी जाओ तो मे हर पल याद करू,
खुदा ने बस इतना सिखाया हे मुझे
कि खुद से पहले आपके लिए दुआ करू..
Jadu Hai Teri Har Ek Baat Me
Yaad Bahut Aate Ho Din Aur Raat Me
Kal Jab Dekha Tha Maine Sapna Raat Me
Tab Bhi Apka Hi Hath Tha Mere Hath Me..
Na to yaadon ko yaad rakhte hai,
na hi sapno ko saath rakhte hai,
hum to bas us dost ko yaad rakhte hai,
jise hum apne dil ke paas rakhte hai.
Bahut Ajeeb Hoti Hai Ye Yaade Bhi Mohabbat Ki,
Jin Palo Me Hum Roye The,
Unhein Yaad Karke Hume Hansi Aati Hai,
Or Jin Palo Me Hanse The,
Unhe Yaad Karke Rona Aata Hai..!!
Tum Bin Kaise Jiya Jaaye
Jiyun Main Kaise Tum Bin
Lambi Hai Raatein Sadiyon Se Bhi
Raaton Se Bhi Lambe Ho Gaye Hai Yeh Din..
Waqt ke dayre kahi se nikal na jayen,
Aapke dil se hum utar na jaaye,
Hum roj yaad dilaya karenge apni,
Warna kahi aap hame bhool na jaaye.
कुछ खूबसूरत पल याद आते हैं,
पलकों पर आँसु छोड जाते हैं,
कल कोई और मिले हमें न भुलना
क्योंकि कुछ रिश्ते जिन्दगी भर याद आते हैं|
Kitni raaten beet gayi, kitne din beet gaye.
Bus beeta nahin to yaadon ka vo pal, wo guzra hua kal,
Beeti nahin to aankhon ki nami, aur aapki kami.
Koi anjaan Jab apna ban jata hai,
Na jaane kyu wo bohat yaad aata hai,
Lakh bhulana chaho uss ko magar,
Aksh uska har cheez mai nazar Aata hai.
वो नहीं आती पर निशानी भेज देती है
ख्वाबो में दास्ताँ पुरानी भेज देती है
कितने मीठे हे उसकी यादो के मंज़र।
कभी कभी आँखों में पानी भेज देती है!!
Kis tarha yaad karun, kaise bhulaun tujhko,
Tu koi rasm nhi hai k nibhaoon tujhko..
Roz aankhon se bikhrta hai naya khuwab koi,
DIL ye kehta hai ankhon main sajaon tujhko..
Yaado mein rahe ye ehsaas rakhna,
nazaro se door sahi dil ke pass rakhna,
ye nahi kehte ki pass raho,
door hi sahi par hame yaad rakhna.
Shayari to ek bahana hai,
irada to aapka ek lamha churana hai,
aap hame yaad karo ya na karo,
Bas hame to aapke khayalo me aana hai..
मेरी आँखों में आँसू नहीं बस कुछ “नमी” है?
वजह तू नहीं तेरी ये “कमी” है..
Humse koi gila ho jaaye to maaf karna,
yaad na kar paaye to maaf karna,
dil se to hum aapko kabhi bhulate nahi,
par ye dhadkan hi ruk jaaye to maaf karna.