कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,
उनको ये नहीं पता की संभल गया हूँ मैं,
उदासी आज भी मेरे चेहरे से झलकती है,
पर
अब दर्द में भी मुस्कुराना सीख गया हूँ मैं|
Husan wale khud wafaon ka sila dete hai,
har mod par ek jhkam naya dete hai,
aye dost iss jahan mein koi apna nahi,
jab aag lagti h to patte bhi hawa dete hai.
Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho,
Apni aankho me kisi ko utar kar dekho,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge,
Ye ehsas janna ho to Dil haar kar dekho.
Kisi ne hume aashiq kaha,
kisi ne hume deewana kaha,
inn aankho mein aansu tab aaye,
jab unhone hume begana kaha.
अपना होगा तो सता के मरहम देगा,
जालिम होगा अपना बना के जख्म देगा,
समय से पहले पकती नहीं फसल,
अरे बहुत बरबादियां अभी मौसम देगा|
Duniya ne mere dil par sitam kiye hai,
humne sanam ki yaad me jam piye hai,
kya kahe jmane se hume yaar n mila,
hum teri furkat mein bas jee liye hai.
Maine Kaha Unse Chhod Do Ya Tod Do Mujhe,
Muskura Kar Sitam dhaya Unhone,
Chhod To Diya Hi Hai Tumko,
Toot Tum Khud-ba-Khud jaoge.
Bulbul ki chaman me humjabani chodi,
bajme shek mein sherkhwani chodi,
jab se dil-jinda tune humko choda,
humne bhi teri ram kahani chodi.
प्यार किया बदनाम हो गए,
चर्चे हमारे सरेआम हो गए,
ज़ालिम ने दिल उस वक़्त तोडा,
जब हम उसके गुलाम हो गए|
Tujh jaisi surat duniya mein koi na ho payegi,
tere siwa dil mein mere koi na aayegi,
tune agar thukara diya mujhko sangdil,
mere baigar khush tu reh na payeghi.
मेरी रूह में न समाती तो भूल जाता तुम्हे,
तुम इतना पास न आती तो भूल जाता तुम्हे,
यह कहते हुए मेरा ताल्लुक नहीं तुमसे कोई,
आँखों में आंसू न आते तो भूल जाता तुम्हे|
Mohabbat se nahi farq,
jeene aur marne mein nikle,
jise hum dekhkar jeete hai,
uss kaafir pe dum nikle,
न पूछो हालत मेरी रूसवाई के बाद,
मंजिल खो गयी है मेरी, जुदाई के बाद,
नजर को घेरती है हरपल घटा यादों की,
गुमनाम हो गया हूँ गम-ए-तन्हाई के बाद!!
Manjdhar se bachne ke sahare nahi hote,
durdin mein kabhi chand sitare nahi hote,
hum paar bhi jaye to bhala jaye kidhar,
iss prem ki sarita ke kinare nahi hote.
वो जिसकी याद मे हमने
खर्च दी जिन्दगी अपनी।
वो शख्श आज मुझको
गरीब कह के चला गया ।।
Dil Jalakar Mera Muskurate hai Wo,
Apni Aadat Se kab Baaz Aate Wo,
Puch Leta h Har Raaz Mujhse Mere,
Apni Har Baat Mujhse Chupate Hai Wo.
Kaash Wo Nagme Hume Sunaye na Hote,
Aaj Unko Sunkar Yeh Ashq aaye na Hote,
Agar Aapko Hume iss Tarah Bhul Jaana Tha,
To Itni Gehraai se Dil Mein Samaya na Hote,
Duniya se Bekhabar ho Gaye hai Hum,
Khud se bekabar ho Gaye hai Hum,
Dard Milte h Pholo se,
Kantoo ko Dosh De Gaye hai Hum.
Chaha The Unhe Hale Dil Sunana,
Chaha The Unhe Junoone Mohabbat Dhikana,
Nagme Laye the Hum Dil Kured Kured Kar,
Par Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar.
Thak sa gaya hai meri chahton ka wajood,
“”Dosto””
ab koi achcha bhi lage to izhar nahi karte.