Jisne kabhi chahton ka paigaam likha tha,
Jisne apna sab kuch mere naam likha tha,
Suna hai aaj use mere zikr se bhi nafrat hai,
Jisne kabhi apne dil par mera naam likha tha.
Ishq karna to lagta hai jaise,
Maut se bhi badi ek saza he,
Kya kisi se shikayat kare hum,
jab apni taqdir hi BEWAFAA he..
तू तो हँस हँसकर जी रही है,
जुदा होकर भी..
कैसे जी पाया होगा वो,
जिसने तेरे सिवा जिन्दगी कभी सोची ही नहीं..
Jeene ki khwahish me har roz mrte hain…
Wo aaye na aaye hum “intezar” krte hain…
Jhutha hi sahi mere yaar ka waada…
Hum aaj bhi sach maankar unpar etbaar krte hain…
Farz tha jo mera nibha diya maine,
usne jo manga vo sab diya maine,
Wo sunke gairon ki baten bewafa ho gaya,
samajh k khwab usko akhir bhula diya maine.
समेट कर ले जाओ..
अपने झूठे वादों के अधूरे क़िस्से..
अगली मोहब्बत में तुम्हें फिर..
इनकी ज़रूरत पड़ेगी।
इन्सान सब कुछ भूल सकता हैं सिवये उन पलों के जब उसे अपनो की ज़रूरत थी और वे साथ नहीँ थे ….
Pyar ho ya dosti ho Inme wafadari ki koi baat nahin hoti Inme to bus ehsas hota hai Jinme bewafai ke liye koi jagah nahi hoti.
Bewafa To Woh Khud Thi..
Par Ilzaam Kisi Aur Ko Deti Hai..
Pehle Naam Tha Mera Uske Hothon Par..
Ab Woh Naam Kisi Aur Ka Leti Hai..
Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chorne Ka..
Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai.
बेहद हदें पार की थी हमने कभी किसी के लिए,
आज उसी ने सिखा दिया हद में रहना….!!
Is dil se tumhara pyar kam hoga nahi,
Tum agar bewafa hai to kya aur ek gam sahi,
Aapke karam he is zindagi aapka faisla karenge,
Sab kuch mil jayenge aapko magar honge hum nahi.
रात की गहराई आँखों में उतर आई,
कुछ ख्वाब थे और कुछ मेरी तन्हाई,
ये जो पलकों से बह रहे हैं हल्के हल्के,
कुछ तो मजबूरी थी कुछ तेरी बेवफाई|
उसकी दर्द भरी आँखों ने जिस जगह कहा था अलविदा
आज भी वही खड़ा है दिल उसके आने के इंतज़ार में.
Agar Mohabbat Ki Tijarat Ka Itna Shaunq Hai,
To Ye Baat Bhi Jaan Lo Wasi.
Yahan Wafa Ka Koi Mol Nahi Hota Or Bewafa Bohat Anmol Hote Hain
हर भूल तेरी माफ़ की..
हर खता को तेरी भुला दिया..
गम है कि, मेरे प्यार का..
तूने बेवफा बनके सिला दिया|
इस दुनिया मेँ अजनबी रहना ही ठीक है,
लोग बहुत तकलीफ देते है अक्सर अपना बना कर !
Roz Dhalti Hui Shaam Se Dar Lagta Hai,
Ab Mujhe Ishq Ke Anjaam Se Dar Lagta Hai,
Jab Se Mili Hai Bewafai Mujhe Ishq Mein,
Tab Se Ishq Ke Naam Se Bhi Dar Lagta Hai
उसे उड़ने का शौक था..
और हमें उसके प्यार की कैद पसंद थी..
वो शौक पूरा करने उड़ गयी जो..
आखिरी सांस तक साथ देने को रजामंद थी|
मुँह फेर कर बैठे हो यूं बेरुखी से
पल ही बीता हैं पर लगा रहा है सदियों से
Bewafa Woh Nahi Shayad Hum Hi Kharab The,
Zaher Ki Jarurat Nahi Hum Mar Jayenge Sharab Se,
Kanto Ka Dard To Hame Mehsus Hi Nahi Hua,
Shayad Bepanah Pyar Tha Hame Us Najuk Gulab Se..