Hume Na Mohabbat Mili Na PyaR Mila,
Humko Jo Bhi Mila BeWafa YaaR Mila,
Apni To Ban Gaye Tamasha Zindagi Ka,
Har Koi Apne Maqsad ka TalabGar Mila.
Rona padta hai ek din muskurane ke baad,
Yad aate hain wo dur jane ke baad,
Dil to dukhta hee hai uske liye,
Jo apna na ho sake itni mohabat jatane ke baad.
Ret Pe Naam Kabhi Likhte Nahin,
Kyonki Ret Pe Likhe Naam Kabhi Tikte Nahin,
Aap Kehte Ho Tum Patthar Dil Ho,
Par Patthar Pe Likhe Naam Kabhi Mitte Nahin.
उल्फत में अक्सर ऐसा होता है,
आँखे हंसती हैं और दिल रोता है,
मानते हो तुम जिसे मंजिल अपनी,
हमसफर उनका कोई और होता है!
Aaj Fir uski yaad ne rula diya,
kaisa hai ye chera jisne ye sila diya,
Do lafj likhne ka salika na tha,
Uske pyar ne mujhe shayar bana diya.
Mujhe wo dard mila jiski koi dawa nahi,
Fir be mujhe usse koi gila nahi,
Aur kitne aansu bahaunga uske liye,
Jise khuda ne mere nasib mein likha nahi.
क्या बताऊँ मेरा हाल कैसा है,
एक दिन गुज़रता है एक साल जैसा है,
तड़पता हूँ इस कदर बेवफाई में उसकी,
ये तन बनता जा रहा कंकाल जैसा है।
Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai,
Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai.
Bhulenge hume to kuch na hum kahenge,
Hoga dil mein dard to chup chap hum sahege,
Agar bhul ke humein khush hai wo,
To bhul jaye humein ye dua hum krenge.
हमनें अपनी साँसों पर उनका नाम लिख लिया,
नहीं जानते थे कि हमनें कुछ गलत किया,
वो प्यार का वादा करके हमसे मुकर गए,
ख़ैर उनकी बेवाफाई से हमनें कुछ तो सबक लिया!
Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai,
Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai,
Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim,
Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi.
Kabhi Kabhi Ye Sub Apna Khayal Lgta Hai,
Wo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta Hai,
Main Wafa Krke Bhi Badnamiyoun Main Hu,
Wo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai.
मत ज़िकर कीजिये मेरी अदा के बारे में,
मैं बहुत कुछ जानता हूँ वफ़ा के बारे में,
सुना है वो भी मोहब्बत का शोक़ रखते हैं,
जो जानते ही नहीं वफ़ा के बारे में।
Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata,
Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye,
Hamari Zindagi Se UnHe Bahot Pyaar Tha,
Shayad Isiliye Wo Hamein Zinda hi Maar Gaye.
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se mohabbat,
Tabhi to chand mein daag hai,
Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai,
Tabhi to suraj mein aag hai.
आपकी नशीली यादों में डूबकर,
हमने इश्क की गहराई को समझा,
आप तो दे रहे थे धोखा और,
हमने जानकर भी कभी आपको बेवफा न समझा।
Humare aansu wo jaan na sake,
Mohobbat ki kahani wo maan na sake,
Kaha tha unhone marne k baad b yaad karenge,
Jeete jee to wo yaad kar na sake.
Darya wafaon ka kabhi rukta nahi,
Mohabat mein insan kabhi jhukta nahi,
Khamosh hain hum unki khushi ke liye,
Aur Wo smajh baithe hain ki dil humara dukhta nahi.
Ek Zara Si Bhool Khata Ban Gayi,
Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi,
Dil Liya Aur Khel Kar Tod Diya Usne,
Hamari Jaan Gayi Aur Unki Ada Ban Gayi.
Hamse Kare Woh Pyar
Izhaar Kisi Aur Se Kare
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare