न कहा करो हर बार की हम छोड़ देंगे तुमको,
न हम इतने आम हैं, न ये तेरे बस की बात है
Jab diljalo Se Mulaqat Hui,
Jagmag-Jagmag Raat Ho gayi,
Jala Dete Hum Sari Duniya Ko,
Achaa Hua Jo Barsaat Ho gayi
Tamanna sir bulandi ki humein bhi tang karti hai,
Magar hum dusron ko raundh kar unche nahi hote
राज तो हमारा हर जगह पे है।
पसंद करने वालों के “दिल” में और
नापसंद करने वालों के “दिमाग” में।
Mujhe pta hai,
Meri khuddari tumhe kho degi,
Main bhi kya karu,
Mujhe maangne ki aadat nahi
Kisi ne Ham Se Kaha ki Taqdeer Likh kar aati hai tum likhne ki q koshish karte ho,
Hamne kaha kya pata taqdeer mei hi khud se taqdeer likhna likha ho
घर से बाहर कोलेज जाने के लिए वो नकाब मे निकली,
सारी गली उनके पीछे निकली,
इनकार करते थे वो हमारी मोहबत से,
और हमारी ही तसवीर उनकी किताब से निकली
Zindagi se hum apni..
Kuch udhhar nahi lete,
Kafan bhi lete hai..
To apni Zindagi dekar
Humko aajmane ki zurrat kis ki,
Hum khud apna taqdeer likhte hai,
Khuda ke likhawat ko badalna to hamari fitrat hai,
Haar ko jeet mein badal kar hatho ki lakeer badalte hai
Kisi ki kya mazal thi jo koi hame kharid sakta,
hum to khud hi bik gaye khariddar dekhke
आग लगाना मेरी फितरत में नही है ..
मेरी सादगी से लोग जलें तो मेरा क्या कसूर.
हुकुमत वो ही करता है
जिसका दिलो पर राज हो!!
वरना यूँ तो
गली के मुर्गो के सर पे भी ताज होता है!!
Use bhul kar jiya to kya jiya,
Dam hai to use pakar dikha,
Likh patthro par apne prem ki kahani,
Aur sagar ko bol
Dam hai to ise mita kar dikha
Humko bichar kar ek pal jina kitna mushkil lagta tha,
Dekho ! bichar kar zindah hain hum ab kitni aasani se
Sanam Teri Nafrat Mein Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke bhula de
Maana Ki Naseeb Mein Mere Koi Sanam Nahi,
Fir Bhi Koi Shikwa Koi Gam Nahi,
Tanha The Aur Tanha Jiye Jaa Rahe Hai,
Badnasib To Wo Hai Jinke Nasib Mein Hum Nahi
तेरी मोहब्बत मैं
और मेरी फितरत मैं
फर्क इतना है की….
तेरा Attitude नही जाता
और मुझे झुकना नहीं आता
Bewafai Karke Niklun Ya Wafa Kar Jaunga,
Shehar Ko Har Zaike Se Aashna Kar Jaunga,
Tu Bhi Dhoondega Mujhe Shauq-e-Saza Mein Ek Din,
Main Bhi Koi Khoobsurat Si Khata Kar Jaunga
Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hain,
Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hain,
Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil,
Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girlfriend Bananey Se Darte Hain..
Ham Wo Teer Hai Jo Himalaya Ko Cheer Kar
Apna Rasta Badal Sakte Hai,
Koi Saath Hamara De Ya Na,
Ham Akele Hi Duniya Hila Skate Hai