Shayari

Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.

Latest Shayari

Talash Karo Koi Tumhein Mil Jayega

Talash Karo Koi Tumhein Mil Jayega,
Mgr Humari Tarha Tumhein Kon Chahega,
Zarur Koi Chahat Ki Nazar Se Tumhein Dekhega,
Mgr Ankhein Haumari Kahan Se Layega.

talash-karo-koi-tumhein-mil-jayega
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Woh Itni Sundar Hai Ki

Woh Itni Sundar Hai Ki,
Uska Chehra Dekh Mera Dil Bahak Gaya,

Uski Hansi Dekh Dil Gardan Gardan Ho Gaya,
Bas Dua Hai Ki Woh Yun Hi Muskuraye Hamesha,

Or Uski Muskan Ko Hum Dekhte Rahe,
Or Uski Chahat Me Dub Gaye.

woh-itni-sundar-hai-ki
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

AjPhir Aaina Pochhta Hai

Aj Phir Aaina Pochhta Hai,
Ke Teri Aankhoon Mein Nami Kyun Hai,
Jiski Chahat Mein Khud Ko Bhula Diya,
Phir Uski Chahat Mein Kami Kyun Hai.

aj-phir-aaina-pochhta-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Uski Chahat Ki Chandani Hogi

uski chahat ki chandani hogi
khoob surat si zindagi hogi

ek ladki bahut se phool liye
dil ki dahlij par khadi hogi

chahe jitne chirag gull kar do
is nagar mein toh roshni hogi

uski-chahat-ki-chandani-hogi
Vote This Post DownVote This Post Up +1
Category: Shayari On Chahat

Ek Din Jab Meri Sans Band Ho Jayegi

Ek Din Jab Meri Sans Band Ho Jayegi,
Mat Sochna Ki Chahat Kam Ho Jayegi,
Fark Sirf Itna Hoga,
Aaj Hum Apko Yaad Karte Hain,
Kal Meri Yaad Apko Rulaygi.

ek-din-jab-meri-sans-band-ho-jayegi
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Jab Dekhi Tumhari Muskurahat

Jab Dekhi Tumhari Muskurahat,
Mere Dill Ko Mili Rahat,

Sochte Hain, Kya Yahi Hai Chahat,
Haai, Yeh Kaisi Machi Hai Dill Mein Kayamat.

jab-dekhi-tumhari-muskurahat
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Ye Chandni Bhi Ab Sooni Sooni Hai

Ye Chandni Bhi Ab Sooni Sooni Hai,
Muat Ki Chahat Ab Tak Adhoori Hai,
Ye Kaisi Tujh Se Meri Doori Hai,
Jeena Tu Bas Ab Aik Majboori Hai.

ye-chandni-bhi-ab-sooni-sooni-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Zindagi Kitni Khubsurat Hoti

Zindagi Kitni Khubsurat Hoti,
Agr Teri Chahat Adhori Naa Hoti,
Kuch Uljane Khuch Majburiyan Hoti Beshak,
Mgr Pyar Mein Itni Dooriyan Na Hoti.

zindagi-kitni-khubsurat-hoti
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Woh Itne Hasee Honge Eh Mere Dosto

Woh Itne Hasee Honge Eh Mere Dosto,
Dil Ko Is Baat Ka Yakee Aata Nahi,

Ab Toh Unko Paane Ki Chahat Ho Gayi,
Unke Bina Ab Kuchh Bhata Nahi.

woh-itne-hasee-honge-eh-mere-dosto
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Jitna Chahte Hain Tumko

Jitna Chahte Hain Tumko,
Kash Chahti Utna Tum Mujh Ko,
Agar Tum Mill Jati Mujh Ko,
To Dunya Ki Har Khushi Mill Jati Tujh Ko.

Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Chahat

Ruthna Mat Hume Manana Nahi Aata

Ruthna Mat Hume Manana Nahi Aata,
Diye Mat Jalana Bujhana Nahi Aata,
Tum Bhul Jao, To Tumhari Marzi,
Hamein To Yoon Bhulana Bhi Nahi Aata.

ruthna-mat-hume-manana-nahi-aata
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Bhool

Kitabon Main Rakh K Sula Gaya Humko

Kitabon Main Rakh K Sula Gaya Humko,
Aankh Band Ki Or Bhula Gaya Humko,
Koi Ajeeb Mussawar Tha Jo Baarishon K Mausam Mein,
Kachi Deewaron Pe Bana Gaya Humko.

kitabon-main-rakh-k-sula-gaya-humko
Vote This Post DownVote This Post Up -6
Category: Shayari On Bhool

Ham Ne Kab Unse Mulaqat

Ham Ne Kab Unse Mulaqat Ka Waada Chaha,
Door Reh Kar To Unhe Aur Bhi Ziyada Chaha,
Yaad Aaye Hamen Aur Bhi Shidat Say Who,
Bhool Jane Ka Unhe Jab Bhi Iraada Chaha.

ham-ne-kab-unse-mulaqat
Vote This Post DownVote This Post Up +3
Category: Shayari On Bhool

Hum Doston Ko Bhulate Nahi Hain

Hum Doston Ko Bhulate Nahi Hain,
Magar Yai Bat Jattate Nahi Hain,
Doston Ki Hamesha Rekhtay Hain Yaad,
Hum Bhulnay K Liye Dost Banaty Nahi Hain.

hum-doston-ko-bhulate-nahi-hain
Vote This Post DownVote This Post Up -1
Category: Shayari On Bhool

Peete Hain Sharab Hum Jinhe

Peete Hain Sharab Hum Jinhe Bhulane Ke Liye,
Wo Hi Aa Jaate Hain Yaad Hamen Rulane Ke Liye.

peete-hain-sharab-hum-jinhe
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Bhool

Ghamo Main Hum Hasana Bhool Gaye

Ghamo Main Hum Hasana Bhool Gaye,
Khushi Ka Tarana Bhool Gaye,
Teri Yaad Main Aansu Bahate Bahate,
Hum Ek Pal Bhi Muskurana Bhool Gaye.

ghamo-main-hum-hasana-bhool-gaye
Vote This Post DownVote This Post Up +4
Category: Shayari On Bhool

Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar

Apni Yaadain Apni Baatain Le Kar Jana Bhool Gaya,
Jane Wala Jaldi Main Mil Kar Jana Bhool Gaya,
Mur Mur Kar Dekha Tha Us Ne Jate Raste Mein,
Jaise Us Ne Kehna Tha Kuch Jo Wo Kehna Bhool Gaya,
Waqt-E-Ruhsat Meri Aankhein Ponch Raha Tha Aanchal Se,
Us Ko Ghum Tha Itna Zyada Khud Wo Rona Bhool Gaya.

apni-yaadain-apni-baatain-le-kar
Vote This Post DownVote This Post Up +1
Category: Shayari On Bhool

Tujhe Bhoolkar Bhi Na

Tujhe Bhoolkar Bhi Na Bhool Payenge Hum,
Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum,
Mita Denge Khud Ko Bhi Jahan Se Lekin,
Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum.

tujhe-bhoolkar-bhi-na
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Bhool

Aye Dost Teri Dosti To Dil Ka

Aye Dost Teri Dosti To Dil Ka Suroor Hai,
Hum Tujh Ko Bhul Jaye Yeh Teri Bhul Hai.

aye-dost-teri-dosti-to-dil-ka
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Bhool

Pal Bhar Mai Jo Toot Jaye

Pal Bhar Mai Jo Toot Jaye Wo Qasam Nahi,
Aap Ko Bhool Jaye Wo Hum Nahi,
Aap Hamein Bhool Jaye Is Baat Main Dam Nahi,
Kyon Ke Aap Hamein Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi.

pal-bhar-mai-jo-toot-jaye
Vote This Post DownVote This Post Up 0
Category: Shayari On Bhool