Shayari

Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.

Latest Shayari

Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch

Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Youn Ikaj Kya Faraz,
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha Pehle Hum Ko Faraz,
Dill Jo Tota To Nashey Se Muhabbat Ho Gayi.

Kuch Muhabbat Ka Nashaa Tha
Vote This Post DownVote This Post Up 0

So Jao Humare Dil Ke Uss Kone Mein Faraz

So Jao Humare Dil Ke Uss Kone Mein Faraz,
Jahan Hum Apni Sanson Ko Bi Jane Ki Ijazat Nhi Dete.

So Jao Humare Dil Ke Uss Kone Mein Faraz
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Us Shakhs Se Bas Itna Sa

Us shakhs se bas itna sa taalluk hai Faraz,
Wo pareshan ho to humein neend nahin aati.

Us Shakhs Se Bas Itna Sa
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Alag Baithe The Fir Bhi Aankh

अलग बैठे थे फिर भी आँख साकी की पड़ी मुझ पर,
अगर है तिश्नगी कामिल तो पैमाने भी आयेंगे।

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Sutoon-E-Daar Pe Rakhte Chalo

Sutoon-e-daar pe rakhte chalo sar ke charag,
Jahan talak ye sitam ki siyaah raat chale.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Sunte Hain Ki Kaante Se Gul Tak

Sunte hain ki kaante se gul tak hain raah mein laakhon veerane,
Kahata hai magar ye ajm-e-junoon sahara se gulistan door nahin.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Dua Deti Hai Raahein Aaj Tak

Dua deti hain raahein aaj tak mujh aabala-pa ko,
Mire kadamon ki gul-kari bayaban se chaman tak hai.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Majrooh Like Rahe Hain Wo

Majrooh likh rahe hain wo ahal-e-wafa ka naam,
Ham bhi khade hue hain gunhgaar ki tarah.

Majrooh Like Rahe

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Fareb-E-Saki-E-Mehfil Na Poonchiye

Fareb-e-saki-e-mahfil na poonchiye ‘Majrooh’,
Sharab ek hai badale hue hain paimane.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Sair-E-Sahil Kar Chupke

Sair-e-sahil kar chuke ae mauj-e-sahil sar na mar,
Tujh se kya bahalenge toofanon ke bahlaaye hue.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Taqdir Ka Sikwa Bemani

Taqdir ka sikwa bemani, jeena hi tujhe manjoor nahin,
Aap apna muqaddarban na sake, itna to koi majboor nahin.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Mili Jab Unse Nazar

Mili jab unse nazar, bas raha tha ik jahan,
Hati nigaahe to chaaro taraf the veerane.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Dast-E-Poor-Khoon Ko Kaf-E-Dast-E-Nigaran

Dast-e-poor-khoon ko kaf-e-dast-e-nigaran samjhe,
qatl-gah thi jise ham mahfil-e-yaran samjhe.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Shama Bhi, Ujaala Bhi

Shama bhi, ujaala bhi main hi apni mehafil ka,
Main hi apni manjil ka raahbar bhi, raahi bhi.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Bahane Aur Bhi Hote Jo

Bahane aur bhi hote jo zindagi ke liye,
Ham ek baar teri aarjoo bhi kho dete.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Ya Aag Aur Nahin Dil Ki Aag Hai Naadan

Ye aag aur nahin dil ki aag hai naadan,
Chiraag ho ke na ho, jal bujhenge parwaane.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Ab Sochte Hain Layenge Tujh Sa

Ab sochte hain layenge tujh sa kahan se ham,
Uthane ko uth to aaye teere aastan se ham.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Kya Galat Hai Jo Main Deewana Hua

Kya galat hai jo main deewana hua, sach kehana,
Mere mahboob ko tum ne bhi agar dekha hai.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Alag Baithe The Phir Bhi Aankh

Alag baithe the phir bhi aankh saki ki padi mujh par,
Agar hai tishnagi kamil to paimane bhi aayenge.

Vote This Post DownVote This Post Up 0