Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
जी भरके रोते है तो करार मिलता है,
इस जहां मे कहां सबको प्यार मिलता है,
जिंदगी गुजर जाती है इम्तिहानो के दौर से,
एक जख्म भरता है तो दूसरा तैयार मिलता है!
Pyar woh hum ko bepanah kar gaye,
Phir Zindgi mein hum ko tanha kar gaye,
Chahat thi unke ishq mein Fanaah hone ki,
Par woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.
Bhari Mehfil Mein Tanha Rehna Shika Diya,
Unke Ishq ne Jooth Kehna Sikha Diya,
Kisi Dard ya Khusi Ka Eshaas Nahi Ab,
Sab Kuch Pyar ne Sehna Shika Diya.
Jaage hain Der tak …Hume kuch Der aur sone do,
Thodi raat aur baaki hai….subah hone toh do,
Aadhe adhure khawab Jo ..pure na ho sake,
Ek baar phir se neend mai wo khawab bone do.
Hum to Ro bhi nhi sakte uski Yaad mein,
Usne ek baar kaha tha “Meri Jaan nikal jayegi,
Tera aansu girne se pehle.
Ishq karna to lagta hai jaise,
Mout se bhi badi ek saza hai,
Kya kisi se shikayat kare hum,
Jab apni taqdir hi BEWAFAA hai.
Tujhse Milne ki Justajoo hai,
Dil Mein Rubaro Bhi hai,
Humse Socha Ki Dil ko Jala Dale,
Phir Khayal Aaya ki Dil Mein tu hi Tu Hai.
Tere pyaar ka har roop dekha tha hamne,
har mod par aazmaya bhi tha tumne,
yeh kesa natija he uss aazmaish ka aye dilojaan,
ki hame aabad bhi naa kiya aur barbad bhi na kiya tumne.
Humdardi naa karo humse aye mere humdard dosto,
Woh bhi bada humdard tha mera jo dard laakhon de gaya.
Tu bewafa hai ya nhi samjh nhi aata,
Ek ye hi sawal hai jiska dil se koi jawab nhi aata,
Mai tujhse dur jana chahti hu magar,
Bin tere ab mujhe karar nhi aata,
Dil ko manaati rehti hu ki tu sirf mera hai,
Par haqiqat to ye hai ki tera naam mere naam ke sath nhi aata.
Tanhai ka usne manjar nahi dekha,
Afsos, mere dil ke ander nahi dekha,
Dil tutne ka dard wo kya jane,
Ye lamha usne kabhi jeekar nahi dekha.
Naa jaane baadlon ke bich kyaa saazish hui,
mera ghar mitti ka tha aur mere hi ghar baarish hui.
Khareed liye maine tamaam gham duniya k,
Apnaa badan sajaane ko
Logo ko kehte suna hai maine,
Mere aansoo chahiye use muskurane ko.
Lash meri uth rhi thi mere ashiyane se
fir bhi taklif thi unko mere gher tak aane me .
wo bewafa ghar me baithe hi puch rahe the or kitni der baki hai usey jalane me.
Mai Jiska Hu Uska kabhi Ho Na Saka,
Aankho Me Aansu The Magar Kabhi Roo Na Saka,
Ek Roz Usne Kaha Ki Hum Milenge khwabho Me,
Or Meri Badkismati Dekho Uss Din Bhi Me So Na Saka.
Kal raat maine apne dil se ek rishta tod diya,
Pagal tujhe bhul jane ki salah de raha tha.
Main, Meri Tanhai, Mera Dard Aur Yaadein Uski,
Har Rat ek Takiye Par ikhte Sote Hain.
Dil bhar jata Hai Logon ka HUM se sirf chand hi lamhon mein,
“aye Dost”
Pata nahi ye dunya Bewafa hai ya mujh mein koi kami hai.
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota,
Mohabat Ka Koi Aakar Nahi Hota,
Sab Kuch Ho Jata Hai,
Magar Zindagi Me Dobara Kisi Se Sacha Pyar Nahi Hota.
मिल गया था जो मुकद्दर वो खो के निकला हूँ,
मैं वो लम्हा हूँ हर बार रो के निकला हूँ,
मुझे राहे दुनिया में अब कोई भी दुशवारी नहीं,
मै तेरे खंजर के वार से हो के गुजरा हूँ।।