Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
Bahut Dur Magar Dil ke Pass Rehte ho,
Aankhon se Door Sahi Magar Dil Ke Pass Rehte ho,
Mujhe Bas itna Bata do Kya Tum Bhi,
Mere Bina Udaas Rehte ho.
Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha,
Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroonmein¡,
Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.
Kudrat ke Karishmo Mein Agar Raat na Hoti,
Khwabon Mein Bhi Unse Mulaqat na Hoti,
Yeh Dil hi Gum ki Wajha hai,
Ye Dil na Hota to Koi Baat na Hoti.
kismat ka ye kaisa khel hai,
sirf do bato ka mel kai,
pehle hum rote the tab unhe yaad krte the,
ab unhe yaad karke rote he.
Teri bekhudi mein lakho paigam likthe hai,
Tere gham mein gujri baaten tamam likhte hai,
Ab to aansu chalkate h, uss kalam se bhi,
Jisse hum tumhara naam likthe hai.
“Yeh keh kar ‘sitamgar’ ne nigahe pher lee humse,
Mohabbat karne wala ‘reham’ ke kabeel nahi hota”
Na hote muqabil, na ladti najar,
Ye apni khata hai, gila kya kare,
Na hum muskurate, na wo pass aate,
Issi ki mili hai, saja kya kare.
Toota jo dil to dukh hota hai,
kar ke usse pyar dil ab bhi rota hai,
Dard ka ehsas hota hai usi ko,
Jo mohbbat pane ke bad khota hai.
Saanso ki dor humse chuthi jaa rahi hai,
Kismat bhi humse ruthti jaa rahi hai,
Maut ki taraf h kadam humare,
Mohabbat bhi humse chuthi jaa rahi hai.
Zakham ROOH par dekar mere,
WOO marham JISM pe lagane KO kehte hain,
WOO jo khud the KATIL mere,
mujhe INSAAF dilane KOO kehte hai.
Har raat ko chand ka shingar nahi milta,
Har bagh ko phulo ka dular nahi milta,
Maine bhi duniya dekhi h dost,
Har insaan ko manchaya pyar nahi milta.
Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake,
Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake,
Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne,
Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake,
Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya,
Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya,
Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi,
Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya.
Apne khwabo khyalo mein tujhe paya humne,
Tere pyar mein khud ko mitaya humne,
Suna h andhero se bahut ghabrate ho tum,
Roshni ke liye apne dil ko jalaya humne.
Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaz,
Aansoo ke behne ka nahi hota hai andaz,
Gum ka kabhi bhi ho sakta hai aagaz,
Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsaas.
Mere aansuo ko usne barsaat samjha,
Mere khwabo ko usne mulaqat samjha,
Meri arthi jab gujri uski gali se,
Pathar dil ne use bhi baraat samjha.
Meri barbadi par tu koi malal na karna,
bhul jana mera khyal na karna,
hum teri khusi k liye kafan Oddh lenge,
par tu meri laash se koi sawal na karna.
Acchi surat pe gazab, tut ke aana dil ka
Yaad rehta h hume, haye jamana dil ka,
Puri mehandi bhi lagani nahi aayi ab tak,
Kaise aaya tumhe, gairo se lagana dil ka.
Dard ki bazaar bhari padi hai,
Wo cheez na lo jo andar se jali padi hai,
Wafa ki talaash chorr do nadan,
Ye duniya Bewafai se bhari padi hai.
Tera koi bhi wada aitbar ke kabil nahi,
Mana tum hasin ho magar pyar ke kabil nahi,
Kabhi mohbbat ki daud mein tu sabse aage tha yaar,
Lekin aaj tu kisi bhi raftaatr ke kabil nahi.
Sab mujhe kehte hai ki badal gaya hai tu,
Aab unhe kaun samajhaye,
Tute hue patte ka rang aksar badal hi jata hai,