Shayari

Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.

Latest Shayari

Mehfil Bhi Royegi

महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!

Mehfil Bhi Royegi
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Laut Jati Hai Duniya

Laut jati hai duniya humari tanhayion ko dekhkar,
Jis tarah laut jati hai lehre kinaro ko dekhkar,
Tum bhi sahara na dena mere janaze ko,
Kahi jinda na ho jaun tumhare sahare ko dekhkar.

Laut Jati Hai Duniya
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Mohabbat Mujhe Thi Usse

Mohabbat mujhe thi usse itni sanam,
Yaadon mein dil tadapta reha,
Maut bhi meri chahat ko rok na saki,
Kabar mein bhi dil dhadkata raha.

Mohabbat Mujhe Thi Usse
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Har Kamyabi Pe

Har Kamyabi Pe Aap Ka Naam Hoga,
Apke Har Qadam Pay Duniya Ka Salam Hoga,
Mushkilon Ka Samna Himmat Sey Karna,
Dua Hai Ek Din Waqt Bhi Apka Ghulam Hoga.

Har Kamyabi Pe
Vote This Post DownVote This Post Up +3

Meri Himmat Ko Parakhane Ki

मेरी हिम्मत को परखने की गुस्ताखी न हो,
पहले भी कई तूफानों का रुख मोड़ चुका हु .

Meri Himmat Ko Parakhane Ki
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Lehron Se Darr Kar Nauka

Lehron se darr kar nauka paar nahi hoti,
Himmat karne vaalon ki haar nahi hoti,
Nanhi cheenti jab dana lekar chalti hai,
Chadti deewaron par se saw baar fisalti hai,
Mann ka vishwaas ragon mein sahas bharta hai,
Chadkar girna,girkar chadna naak ragardta hai,
Aakhir uski mehnat bekaar nahi hoti,
Koshish karne vaalon ki haar nahi hoti!

Lehron Se Darr Kar Nauka
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Milna Julna Jahan Jaruri Ho

मिलना-जुलना जहाँ ज़रूरी हो,
मिलने-जुलने का हौसला रखना.

Milna Julna Jahan Jaruri Ho
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Teri Subah-O-Aish Hai Kya Bala

तेरी सुबह-ओ-ऐश है क्या बला, तुझे ऐ फ़लक जो हो हौसला,
कभी करले आके मुक़ाबिला, ग़म-ए-हिज्र-ए-यार की शाम से.

Teri Subah-O-Aish Hai Kya Bala
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Iss Hausla-E-Dil Par Hum

इस हौसला-ए-दिल पर हम ने भी कफ़न पहना,
हँस कर कोई पूछेगा क्या जान गवानी है.

Iss Hausla-E-Dil Par Hum
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Parindo Ko Nahi Di Jati

Parindo” ko nahi di jati taaleem udaano ki,
Woh khud hi tai karte hai manzil aasmano ki,
Rakhta hai jo hausla asman ko chune ka,
Usko nhi hoti parwah gir jane ki.

Parindo Ko Nahi Di Jati
Vote This Post DownVote This Post Up -2

Har Gam Pe Shikast Ne

हर गाम पे शिकस्त ने यूँ हौसला दिया,
जिस तरह साथ साथ कोई हमसफ़र चले.

Har Gam Pe Shikast Ne
Vote This Post DownVote This Post Up -1

Aandhiyon Me Bhi Jaise

Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai,
Utni hi himmat-e-hausla hum bhi rakha kartey hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari,
Manzil Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai.

Aandhiyon Me Bhi Jaise
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Darr Mujhe Bhi Laga

Darr Mujhe Bhi Laga Faasla Dekhkar,
Par Main Badhta Gaya Raasta Dekhkar,
Khud b Khud Mere Najdeek Aati Gayi Meri Manjil Mera Hausla Dekhkar.

Darr Mujhe Bhi Laga
Vote This Post DownVote This Post Up -1

Tamam Umar Ajabo Ka

तमाम उम्र अज़ाबों का सिल-सिला तो रहा,
ये ग़म नहीं हमें जीने का हौसला तो रहा.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Saahas Jinke Sath Safar Me

Saahas jinke sath safar me,
Tat milta hai beech bhanwar me.

Gaata ja lehro ki dhun par,
Haiya ho haiya ke sur me.

Saahas Jinke Sath Safar Me
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Rakh Hausla Woh Manzar

Rakh hausla wo manzar bhi aayega,
Pyase ke paas chal ke samandar bhi aayega,
Thak kar na Beth a manzil k musafir,
Manzil bhi milegi aur milne ka maza bhi aayga.

Rakh Hausla Woh Manzar
Vote This Post DownVote This Post Up -2

Kuch Bhi Ho

Kuch Bhi Ho Hausla Abhi Toota Nahin
Kya Hua Jo Raat Ka Saath Choota Nahin

Kuch Bhi Ho
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Manzil Na De

मन्ज़िल न दे चराग़ न दे हौसला तो दे,
तिनके का ही सही तू मगर आसरा तो दे.

Manzil Na De
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Log Hume Behte Huye

Log hume behte huye dariya me chhod aaye,
Hum bhi dariya ko samunder ki taraf mor aaye.

Log Hume Behte Huye
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Jo Safar Ki Shuruaat Karte Hain

Jo Safar Ki Shuruaat Karte Hain,
Wo Manzil Ko Paar Karte Hain,
Ek Baar Chalne Ka Haunsla Rakho,
Musafiron Ka To Raaste Bhi Intezaar Karte Hain.

Jo Safar Ki Shuruaat Karte Hain
Vote This Post DownVote This Post Up 0