Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
Dil mera unke liye hi machalta hain,
Thokar khata hai or sambhalta hain,
Kisi ne is kadar kar liya dil par kabja,
Dil mera hai par unke liye dhadkta hai.
Yun najar se baat ki aur dil chura gaye,
Andhero ke saaye mai dhadkan suna gaye,
Hum to samjhte the ajnabi aapko,
Aap to humko apna bana gaye.
Ya khuda meri duaon mein itna asar karde,
Khushiyan use, dard uska mujhe nazar kar de,
Dilon se dooriyon ka ehsaas mita de ya maula,
Nahin to uske aanchal ko mera kafan kar de.
Hamara Pyar Bhara Dil Aap Ke Paas Hai,
Use Kabhi Nakalne Ki Koshish Na Karna,
Kambakth Yeh Soch Bhi Man Me Kyo Aai Hai,
Hamara Yeh Gunaha, Ae Khuda, Maf Na Karna.
Kab Unke Labon Se Izhaar Hoga,
Dil Ke Kisi Kone Main Hamare Liye Bhi Pyar Hoga,
Gujar Rahe Hain Ab To Ye Raate Bas Isi Soch Main,
Ki Shayad Unko Bhi Hamara Intejaar Hoga.
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं,
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं,
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Dil Tod Kar Hamara Tumko Raahat Na Milegi,
Hamare Jaisi Tumko Chahat Bhi Na Milegi,
Yun Itni Berukhi Na Dikhlaye,
Hum Agar Rooth Gaye To Humari Aahat Bhi Na Milegi.
Hum to tere dil ki mehfil sajane aye the,
Teri kasam tujhe apna banane aye the,
Kis baat ki saza di tune hum ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnane aye the.
मैने कहा वो अजनबी है,
♥ ने कहा वो दिल्लगी है,
मैने कहा वो सपना है,
♥ ने कहा फिर भी वो अपना है,
मैने कहा वो सिर्फ इंतजार है,
♥ ने कहा यही तो प्यार है.
आग दिल में लगी जब वो खफ़ा हुए,
महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए,
करके वफ़ा कुछ दे ना सके वो,
पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफ़ा हुए!
Marna To Sabko Ek Na Ek Din Hi Padega,
Magar Dekhna Hai Kiski Mout Ka Sadma Kitno Ko Lagega,
Kya Khushi Manayenge Ya Phir Gum Me Doob Jayenge,
Dekhte Hai Mere Jnaze Me Mere Kitne Apne Ayenge.
Kya Pata Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Na Jane Kab Zindgi Ki Aakhiri Sham Aa Jaye,
Mai To Intzar Karta Hun Kisi Aise Samay Ka,
Ki Meri Zindgi Kisi Dost Ke Kam Aa Jaye.
Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me,
Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me,
Bitani Chahte The Zindagi Jiski Baho Me,
Maut B Na Mil Payi Unki Panaho Me.
Mere Janaazey Ki Peechey Saara Zamaana Nikla,
Magar Woh Na Nikla Jiske Liye Mera Janaaza Nikla.
shama yun hi jal rahi hai parwaanon ko dekh kar,
maine maut dekhi hi nahi apne janaze ko dekh kar.
Zamin Ke Paap Chupane Ko Gagan Hota Hai,
Mann Ka Paap Chupane Ko Badan Hota Hai,
Shayad Mar Kar Bhi Paap Chupate Hain Log,
Isi Liye Har Laash Per Kafan Hota Hai.
Har Kadam Par Usi Ki Yaad Aati Hai,
Ab Toh Rooye Bina Hi Aankh Bhar Aati Hai,
Unke Bina Kya Haalat Ho Gaye,
Ab Toh Har Ek Pal Me Maut Nazar Aati Hai.
Aankhen Apki Ho Par Ansu Mere,
Zindagi Apki Ho Par Sanse Meri,
Dil Apka Ho Par Dhadkan Meri,
Zindagi Ke Ahkri Modh Par Duaa Hogi Yehi,
Kafan Apka Ho, Aur Maut Meri.
yaari subah teri aur shaam meri ho,
Din teri aur raat meri ho,
Hasi teri aur udaasi meri ho,
Jab maut aaye to yaar sirf,
Kabar teri aur usmein laash meri ho.
Milna Hai To Mil Isi Dunia Ke Chaman Mein,
Phir Kya Milna Hoga Jab Laash Hogi Kafan Mein.