Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
Yaad Sataaye Kisi Ki toh Koi Kya Kare,
Dil Milne Ko Chahe Kisi Se Toh Koi Kya Kare,
Sapno Mein Hoti Hai Mulaqaat Log Kehte Hai,
Par Pyar Mein Neend Hi Na Aaye To Koi Kya Kare.
Har mulakat par waqt ka takaza hua,
Jab jab use dekha dil ka dard taza hua,
Suni thi sirf gazal mein judai ki bate,
Ab khud par biti to haqiqat ka andza hua.
Sukut Kurb Mein Utre To Yaad Kar Lena,
Kabhi Jo Toot Ke Bikhro To Yaad Kar Lena,
Maana Ke Tum Guftugu Ke Maahir Ho,
Wafa Ke Lafz Pe Atko To Yaad Kar Lena.
उनका भी कभी हम दीदार करते है
उनसे भी कभी हम प्यार करते है
क्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थी
पर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते है !
Iss Shaam Ne Dilayi Hai Yaad Kisi Khaas Ki,
Jisko Paane Ki Mujhe Aas Thi,
Wo To Na Mili Par Unka Ehsaas Saath Hai,
Yaado Mein Hi Sahi Par Woh Aaj Bhi Mere Paas Hai.
Jaane Kyun Aansuo Se Aankh Bhar Aayi,
Dil Ko Shayad Tumhari Yaad Bahut Aayi,
Chahat Thi Itni Tum Se Milne Ki,
Lekin Ye Baat Uparwale Ko Kabhi Raas Na Aayi.
प्यार कर के कोई जताए ये ज़रूरी तो नहीं,
याद कर के कोई बताये ये ज़रूरी तो नहीं,
रोने वाले तो दिल में ही रो लेते हैं,
किसी की आँख में आसूं आये ये ज़रूरी तो नहीं..
Teri Yaadon Ke Sahare Duniya Mein Reh Lete Hai,
Teri Judai Ka Gham Chupchap Seh Lete Hai,
Samjhaya Dil ko Yeh Raaz Chupana Hai,
Par Aansu Banke Wo Sab Keh Dete Hai.
वो रात दर्द और सितम की रात होगी,
जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी,
उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर,
कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी।
Paimane Se Nikli Hai Aawaz Teri,
Stati Hai Mujhko Sanam Yaad Teri,
Kisi Gair Ka Daman Tham Na Lena,
Warna Ho Jayegi zindagi Barbad Meri.
Koi dur ho kitna hi, kya gham hai,
Magar wo apna hai, yeh kya kam hai,
Chahe na ho koi baat, na ho koi mulakat
Yaad woh karle ek baar, yeh kya kam hai.
अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है..
दूर हो हमसे तुम्हारी खता है..
दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी..
जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..
Kuch kehna chahti hun aaj me tumse,
Par na tu hai na tera saaya hai,
Ghut rahi hun ander hi ander mein,
Aaj to teri yaadon se bhi mujhe pyaar hai.
उसकी बातों को बार बार याद करके रोये,
उसके लिये दर पे फरियाद करके रोये,
उसकी खुशी के लिये उसको छोड दिया फिर,
उसे किसी ओर के साथ आबाद करके रोये.
Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi,
Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hai,
Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai,
Hum To Intezaar Karte Rehte Hai.
दिल तेरी याद में आहें भरता है!
मिलने को पल पल तड़पता है!
मेरा यह सपना टूट न जाये कहीं!
बस इसी बात से दिल डरता है!
Apne dil ki sun, afwahon se kaam na le
Mujhe yaad rakh, beshak naam na le
Tera veham hai ki main bhuli hoon tujhe
Meri aisi koi saans nahi, jo tera naam na le
Socha aaj fir unse pyar karlu,
Unka aaj fir didar karlu,
par fasle itne hai darmiya,
ye khuda un faslo kaise mai kam karlu…
Har mulaqat pe nigahye meri faryaad karti hai,
Ek palat nazar se dekhlein woh kabhi,
Aur wo bin dekhe hi andekha kar jati hai,
Reh jaati hai meri tamannaye dil mein dabi-dabi.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|