Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
Jala di hai aag mere seene me
ab buzane se kya fayda
Mar gaye hum tere pyar me
ab kabar ke paas rone se kya fayda
Meri Mohabbat pe AITBAR to KIYA hota ae JAAN
kisi AUR ke HONE se pehle MERA intezar to kiya hota
Kitab-E-Ishq Padh Rhe The.
Mera B Nam Usme Juda Mila.
Maine apne Nam Ka Panna Khola.
Kismat Dekho Wahi Panna FATA Hua mila
Badi Udas Hai Zindgi Tere Bin
Nahi H Kuch Mere Paas Tere Bin
Andhera Ho Ya Ho Ujala..
Aata Nahi Kuch B Raas Tere Bin..
Har zakhm kisi thokar ki meharbani hai…
meri jindgi bus ak kahani hai…
mita dete sanam k dard ko sine se…
par ye dard hi uski akhri nishani hai.
ये इश्क़ भी बड़ी ना मुराद चीज़ है.,
उसी से होता है जो किसी और का होता ह
बरबाद कर देती है मोहब्बत हर मोहब्बत करने वाले को
क्युकिइश्क हार नहीं मानता और दिल बात नहीं मानता! !!!
सुकून ऐ दिल के लिए कभी हाल तो पूँछ ही लिया करो,
मालूम तो हमें भी है कि हम आपके कुछ नहीं लगते…!
Hansne pe bhi aa jaate hain besaakhta aansoo,
kuchh log mujhe aisi dua de ke gaye hain …!
Likh sab lete hai aye dost lekin jazbaat bahut kam hi la paate he….
Tera bhi raha hoga koi kabhi ,tabhi aap kuch likh pate hai…
Maloom hai mujhe ki bada jurm hai ye kaam,
Main khwaab dekhta hun mujhe maar dijiye..
Main poochhne laga hun sabab apne qatal ka,
Main had se badh gaya hun mujhe maar dijiye..
Zinda raha toh karta rahunga humesha pyaar,
Main saaf keh raha hun mujhe maar dijiye …
Tujhe bhul ke bhi na bhul payenge hum,
Bas yahi ek vada nibhayenge hum,
mita denge khud ko jaha se lekin,
tera naam dil se na mita payenge hum…
Aksar puchhte hai log kiske liye likhte ho ye Shayari,
Aksar kaheta hai mera ye masum dil, kash koi hota……
Aaram se kat rahi thi to achhe thi ye zindagi,
tu bhi kaha in aankhon ki baaton me aa gaya…
Samjah jate the ham unke dil ke har baat ko,
aur wo hame har bar dhokha dete the,
lekin ham bhi majbur the is dil ke haathon,
jo har bar unko mauka dete the…..
Aye dosto kuchh ruthe hue lamhe kuchh tute hue riste,
har kadam par kaanch ban kar zakhm dete hain…
Wo apna kaam nikalte hai kuchh is hunar se,
ki aap dhokha kha kar bhi unse mila karte hain…
Ye ungli aaj bhi is soch me gum hai,
usne kaise naye hath ko thama hoga ……