Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.
Agar Hum Na Hote To Gazal Kaun Kehta……..
Aapke Chehre Ko Kamal Kaun Kehta………..
Yeh To Krishma Hai Mohabbat Ka…………
Warna Pathar Ko “TAJMAHAL” Kaun Kehta…
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है.
Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata Taj Mahal,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta.
shaq ne insaan ko kyaa se kyaa bana diya
Kisi ko kavi or kisi ko qaatil bana diya..
Do fool ka bhi bojh na utha sakti thi MUMTAJ..
Aur Shahjahaa ne uspar Tajmahal bana diya…
Zinda hai shahjahan ki chahat ab tak,
Gawah hai mumtaz ki ulfat ab tak,
Jaake dekho tajmahalko aye doston,
Patharse tapakti hai mohabbat ab tak…
Zindagi Ka Har Khwab Haqiqat Ban Jaye,
Khushi K Chirago Se Zindgi Roshan Ho Jaye,
Mehak Jaye U Zindagi Apki,
Ki gulab Ki Khushbu Bhi Apke Samne Feeki Pad Jaye.
Soch raha tha ke jawab kya bheju,
aap jaise dost ko toofa kya bheju,
guldasta bhejna to bewakufi hogi,
kyu k jo khud gulab hai use gulab kya bheju
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga,
Apni zindagi per kitaab likhoonga,
Aapki gardan (neck) ko phoolon ki tehni,
Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Kaun sa phool pesh karu,
Koi phool gulab nahin,
Aap to khud ek gulab hain,
Jiska koi jawab naheen…
Barso baad na jaane kaun kaha hoga,
hum dono me se na jaane kaun kaha hoga,
phir milna hua to milenge khwabo me,
jaise sukhe gulab milte hain kitabo me.
Mein Tod Leta Agar Tum Gulab Hoti,
Main Jawab Banta Agar Tum Sawal Hoti,
Sabhi Jante Hai Ki Mein Nasha Nahi Karta,
Fir Bhi Pee Lete Agar Tum Sharaab Hoti..!
Phulo Mein Haseen gulab Hai,
Parhai Ke Liye Zaroori Kitaab Hai,
Duniya Me Har Sawal Ka Jawab Hai,
Agar Koi Tumse Mere Bare Me Puche To Kehna Wo Lajawaab Hai.
Patti patti gulab kya hogi,
Har kali meharkhwab kya hogi,
Jisne dekhe ho lakho haseen,
Uski neeyat kharab kya hogi.
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…
बड़े अनमोल हे ये खून के रिश्ते
इनको तू बेकार न कर ,
मेरा हिस्सा भी तू ले ले मेरे भाई
घर के आँगन में दीवार ना कर….!!
ek rishta hi to hai zameen aur asmaan ka
jab tarsate hai dono to barish aa jati hai
kuch aisa hi manzaar hai is dil ka bhi
jab yaad aati hai rishto ki to aankh bhar aati hai
kuch ajeeb se rishte ye dil bana leta hai,
kuch ajnabi chehron se armaan jaga leta hai,
lagte hai sab bhale se is dil ko,
ye nadaan bhi kaise kaise swang racha leta hai.
Kharidte Hain Wo Jo Mil Na Saka Pyar Me
Khade Hain Aaj Sab Hasraton Ke Bazar Me
Rishton Ke Kalah Me Huaa Aisa Bura Haal
Jeena Doobhar Kiya Ghar Ke Daro Diwar Ne
Har Baar Jane Kyon Aakhir Me Dukh Mila
Chaha To Tha Khushi Dil Ke Karobaar Me
Umr Guzri To Ek Din Ye Maloom Huaa
Ki Har Cheez Bulbula Hai Is Sansaar Me
Koshish Karo K Koi Tum Se Na Roothay,
Zindagi Main Apno Ka Sath Na Chootay,
Rishta Koi Bhi Ho Use Aisay Nibhao,
K Us Rishtay Ki Dor Zindagi Bhar Na Totay.
Rishta Banaya Hai To Nibhayenge
Har Pal Apko Yuhi Sada Hasaien Ge
Pata He Ap Ko Fursat Nai Hamain Yad Karne Ki
Ham Hi Tang Kar Kar K Apni Yaad Dilaenge