Shayari

Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.

Latest Shayari

Umar Kya Kahu

Umar kya kahu kaafi nadan hai meri,
Has ke milna pehchan hai meri,
Apka Dil zakhmo se bhara ho to mujhe phone kiziye,
DILO ko Repair karne ki dukaan hai meri.

umar-kya-kahu-kaafi-nadan-hai-meri
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Wo Aaj Bhi Is Garmi Mein

Wo aaj bhi is garmi mein marr rahi hai,
e-dosto
Jo maine use ek baar keh diya tha…
Tum is sweater mein katrina kaif lag rahi ho.

wo-aaj-bhi-is-garmi-mein-marr-rahi-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Petrol Dalo To Gari Chalti Hai

Arz Kia Hai:
Petrol dalo to gari chalti hai,
Wah Wah

Petrol dalo to gari chalti hai,
Bhai Wah Wah

Petrol dalo to gari chalti hai,
Zara si tawajja plz

Bhai petrol dalo to gari chalti hai,
Kya irshaad farmaya hai,

Petrol dalo to gari chalti hai
Nahi dalo to nahi chalti hai.

petrol-dalo-to-gari-chalti-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Teri Dosti Mein Diwane Ho Gaye

Teri dosti mein diwane ho gaye,
Tujhe apna banate-banate khud se begane ho gaye,
Pukar le pyar se ek baar mere dost,
Murge ki aawaz sun ke zamane ho gaye.

teri-dosti-mein-diwane-ho-gayee
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Teri Khamoshi Aur Udasi Ki Wajah

Teri khamoshi aur udasi ki wajah hum samajh na sake ae dost,
.
.
.
Wo to shaam ko teri mummy ne bataya
ke aaj teri chappal se pitai hui hai!!

teri-khamoshi-aur-udasi-ki-wajah
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Bahaar Aane Se Pehle

Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
bahaar aane se pahle fiza aa gayi,
aur
phool khilne se pahle bakri kha gayi.

bahaar-aane-se-pehle-fiza-aa-gayi
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Har Khwab Hamesha

Har khwab hamesha sacha nahi hota,
bahut zyada pyaar bhi acha nahi hota,
kisi ko kum na samajna is duniya mein dost,
kyu ki har dudh peene wala bachcha nahi hota.

har-khwab-hamesha-sacha-nahi-hota
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Ek Khawab Ek Khayal

Ek khawab ek khayal ek hakikat hai tu,
zindgi mein pane wali har zarurat hai tu,
jisko roz msg karne ko dil kare
are yaar vahi sweet si musibat hai tu.

ek-khawab-ek-khayal-ek-hakikat-hai-tu
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Usne Jo Sher Mara To

Usne jo sher mara to wah wah ho gayi..
Usne jo sher mara to wah wah ho gayi..
Aur Maine jo sher mara toh..
toh
toh
Sherni widwa ho gayi..!!

usne-jo-sher-mara-to-wah-wah-ho-gayi
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Haath Mein Taaqat Hai

Haath mein taaqat hai,
toh tajmahal ko hila kar dekh,
Warna aa baith ke do peg whiskey maar,
aur tajmahal ko hilta hua dekh..!!

haath-mein-taaqat-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Teri Dosti Mein Diwane Ho Gaye

Teri dosti mein diwane ho gaye,
Tujhe apna banate-banate khud se begane ho gaye,
Pukar le pyar se ek baar mere dost,
Murgae ki aawaz sun ke zamane ho gaye.

teri-dosti-mein-diwane-ho-gaye
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Rainbow Mein Colour Hota Hai

Rainbow mein colour hota hai violet,
wah wah!!
wah wah!!
Rainbow mein colour hota hai violet,
Mam may i go to toilet.

rainbow-mein-colour-hota-hai
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Har Safar Mein Aapka Saath

Har safar mein aapka saath hum denge,
Apne pyar ki saugat hum denge,
Girne lage to hath hum denge,
aur
Na bhi gire to..
EK LAAT HUM DENGE

har-safar-mein-aapka-saath
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Aasma Mein Kaali Ghata Chai Hai

Aasma mein kaali ghata chai hai,
Aaj fir principal se mar khai hai,
Sab kehte hai sudhar ja,
Kya kare aaj madam fir sheela ban ke aayi hai.

aasma-mein-kaali-ghata-chai-hai
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Aapki Smile Ne Saara Jahan Hila Diya

Aapki smile ne saara jahan hila diya,
Aapki smile ne saara jahan hila diya,
Koma say jagey mareez ko permanent sula diya..!!

aapki-smile-ne-saara-jahan-hila-diya
Vote This Post DownVote This Post Up -1

Aankho Se Aansuo Ki Judaai Kar Do

Aankho se aansuo ki judaai kar do,
Dil se ghamo ki vidaai kar do,
Agar dil na lagey kahin to,
Aa jaao mere ghar ki SAFAAi kar do..!!

aankho-se-aansuo-ki-judaai-kar-do
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Chappal Chhoti Ho Jaye Toh

CHAPPAL chhoti ho jaye toh PAAON mein nahi aati,
Wah-Wah
CHAPPAL chhoti ho jaye to PAAON mein nahi aati,
Aur GIRLFRND moti ho jaye to BAHON mein nahi aati!!

chappal-chhoti-ho-jaye-toh
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Na Jaane Kab Koi Taara Toot Jaaye

Na jaane kab koi taara toot jaaye,
Na jaane kab koi aansu aankh se chut jaaye,
Kuch pal hamare saath bhi has lo,
Na jaane kab tumhare daant toot jaaye..!!

na-jaane-kab-koi-taara-toot-jaaye
Vote This Post DownVote This Post Up +1

Aapki Bato Pe Dil Haru

Aapki bato pe dil haru
WAH! WAH!
Aapki surat pe jan waru
WAH! WAH!
Jis din nahi aata aap ka sms
dil karta hai aapko
patak-patak ke maru!

aapki-bato-pe-dil-haru
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Ladki Agar Apni Marzi Se Pat Jaye

India ki reet
Ladki agar apni marzi se pat jaye to pyar,
agar dost pata de to uphar,
agar gharwale le aaye to sanskar,
aur agar khud pata kar ghar le aao to hahakar.

ladki-agar-apni-marzi-se-pat-jaye
Vote This Post DownVote This Post Up 0