Shayari

Glance through our Shayari Section and find the perfect Shayari to share on your social media account or to dedicate it to your near and dear ones. We have a wide range of heart touching Shayaris that are true to one’s feelings or emotions.

Latest Shayari

Ishq Par Zor Nahi Hai

Ishq par zor nahi hai ye vo aatash ‘Ghalib’
ki lagaaye na lage aur bujhaaye na bane

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Bas Ek Yahi Baat Uski Mujhe

Bas….! Ek yahi Baat Uski Mujhe Achhi
Lagti Hai….
UDAAS Kerke Kehta Hai…’Naraz Toh Nahi
Ho Na….
Kitna Ajeeb Hai Uska Andaaz Mohabbat
Ka….
Roz Rula Ker Kehta Hai….’Apna Khayal
Rakhna’…

Vote This Post DownVote This Post Up +1

Ishq Ne Ghalib Nikamma Kar Diya

Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diya
varna ham bhi aadmi the kaam ke

Vote This Post DownVote This Post Up -1

Ek Ko Teri Aawaz Yaad Aayegi

Ek to teri aawaz yaad aayegi,
Teri kahi huwi har baat yaad aayegi,
Din dhal jayega raat yaad aayegi,
Har lamha pahli mulakat yaad aayegi.

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Aashiq Hoon Pe Maashooq Farebi

Aashiq hoon pe maashooq-farebi hai mera kaam
majnuun ko bura kahti hai laila mere aage

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Roz Ye Dil Beqarar Hota Hai

Roz Ye Dil Beqarar Hota Hai
Kaash K Tum Samajh Sakte K
Chup Rehnay Walo Ko B Kisi Se
Piyar Hota Hai…..

Roz Ye Dil Beqarar

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Mujhse Mere Gunah Ka

Aata hai daagh-e-hasrat-e-dil ka shumaar yaad
mujh se mere gunah ka hisaab ai khuda na maang

Mujhse Mere Gunah

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Mana Ke Dil Hai

Mana ke dil hai ek magar pyaar bohot hai
jab pyaar horaha hai to inkaar bohot hai
her lamha saat rehne ko mein soch raha tha
wo keh rahi hai pyaar me itwar bohot hai…

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Aage Aati Thi

Aage aati thi haal-e-dil pe hansi
ab kisi baat par nahi aati

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Kitna Dur Nikal Gaye

Kitna Dur Nikal Gaye Rishte Nibhate Nibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate….

Vote This Post DownVote This Post Up -1

Aaye Hai Be-Kasi-E-Ishq

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’
kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere baad

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Is Dil Ko Kisi Ki

इस दिल को किसी की आहट की आस रहती
है, निगाह को किसी सूरत की प्यास रहती है,
तेरे बिना जिन्दगी में कोई कमी तो नही, फिर
भी तेरे बिना जिन्दगी उदास रहती है॥

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Aaina Dekh Apna Sa

Aaina dekh apna sa munh le ke rah gaye
saahab ko dil na dene pe kitna guruur tha

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Waade Pe Wo Aitbaar Nahi Karte

वादे पे वो ऐतबार नहीं करते,
हम जिक्र मौहब्बत सरे बाजार नहीं करते,
डरता है दिल उनकी रुसवाई से,
और वो सोचते हैं हम उनसे प्यार नहीं करते|

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Apni Gali Mein Mujhko Na Kar

Apni gali men mujhko na kar dafan baad-e-qatl
mere pate se khalq ko kyuun tera ghar mile

Vote This Post DownVote This Post Up 0

Mohabbat Ke Nam Pe

Mohabat Ke Nam Pe Kya Khub Saza Maine Pai Hai,
Gor Farmaiega Baki Sher Baad Me Abhi Mujhe SUSU Aayi Hai.

mohabat-ke-nam-pe-kya-khub-saza-maine-pai-hai
Vote This Post DownVote This Post Up +2

Dil Badal Na Dena

Dil badal na dena , SIM card ki tarah
Dosti low mat karna , battery ki tarah
Pyar kam na karana , balance ki tarah
Bich me chhod na dena , network ki tarah
Hamesha mera sath nibhana , charger ki tarah…

dil-badal-na-dena-sim-card-ki-tarah
Vote This Post DownVote This Post Up +4

Kaise Mumkin Tha

kaise mumkin tha kisi aur doctor se ilaaj karaana
ae dost
ishq ka rog tha
mummy ke chappal se hi aram aaya

kaise-mumkin-tha-kisi-aur
Vote This Post DownVote This Post Up +3

Kisi Ladki Ko Chedo

KISI LADKI KO CHEDO,
USKA HATH PAKRO
AGAR WO THAPPAR MARE TO KAHO,
TUM PEHLE IMTIHAAN ME PAAS HO GAYI HO,
MUJHE AISI HI SHARIF LADKI CHAHIYE THI.

kisi-ladki-ko-chedo
Vote This Post DownVote This Post Up 0

Na Tu Chhat Pe Aati

Arz Kiya Hai..
Na Tu Chhat Pe Aati, Na Mai Diwana Hota
Na Tu Chhat Pe Aati, Na Mai Diwana Hota
Na Tu Patthar Marti, Na Mai KANA Hota

arz-kiya-hai-na-tu-chhat-pe-aati-hai-na-mai-diwana-hota
Vote This Post DownVote This Post Up 0