Milne Ki Khushi Hai Ya


Milne ki khushi hai ya bichhadne ka gum,
Ankhon mein aansu hai ya udas hai hum,
Kaise kahain ki kaise hain hum,
Bas itna samajh lena ki tum bin bohut akele hai hum

Leave a comment