Falak Pe Chand K Hale Bhi Sog Karte Hain
Falak pe chand k hale bhi sog karte hain,
Jo to nahin to ojhale bhi sog karte hain,
Tumhare hath ki chori bhi ben karti hai,
Hamare hont k tale bhi sog karte hain,
Nagar nagar me wo bikhare hain zulam k manzar,
Hamare rooh k chale bhi sog karte hain,
Use kaho k sitam me wo kuch kami kar de,
K zulam torane wale bhi sog karte hain,
Tum apne dukh pe akaile nahin ho afsorda,
Tumhare chahne wale bhi sog karte hain.

More Entries
- Kitni Mushkilon Se Falak Par Nazar Ata Hai
- Chand Ho Eid Ka To Naaz Niraaley Hain
- Aaj Mausam Mein Ajeeb Si Baat Hai
- Aaj Mausam Mein Ajeeb
- Mujhe De Rahen Hain Tasalliyaan
- Kahin Jaye Usey Meri Duyayein
- Dur Chale Gaye Hamare Chahne Wale
- Wo Ishq To Karti Hai
- Zindagi Me Bar Bar
- Na Kah Saqi Bahar Aane Ke Din Hain