Dil Ajab Mushkil Mei Hai Ab Asal
Dil ajab mushkil mei hai ab asal raaste ki taraf,
Yaad peeche kheenchti hai aas aagey ki taraf,
Chorr kar nikle they jis ko dasht-e-ghurbat ki taraf,
Dekhna shaam-o-sehar ab ghar ke saaye ki taraf,
Hai abhi aghaaz din kaa is dayaar-e-qaid main,
Hai abhi se dheyaan sara shab ke pehre ki taraf,
Subh ki raushan kiran ghar ke dareechey pr parri,
Ek rukh chamkaa hava main us ke sheeshe ki taraf,
Dooriyon se pur-kashish hain manzilein dono Munir,
Main ravaan hoon khawb main na-paiyd qarye ki taraf..
More Entries
- Khun Mein Lat-Pat Ho Gaye Saaye
- Subah Jab Bhi Nikhar Dekhna
- Gham Se Nijaat Paye Kyon
- Dil Ka Saffar Bas Ek Hi Manzil
- Ranj-E-Firaaq-E-Yaar Main Ruswaa
- Kisi Ranjish Ko Hawaa Do Ki Main
- Kabhi Tum Mujhe Kareeb Se Aa Ke Dekhna
- Mere Qaatil Ko Pukaro Ke Main
- Manzil Ki Taraf Badhte Raho
- Hum Kisi Ko Apne Amaal Ka Hisaab